Posted:
aanken band kar bhi hum tera deedar karte hain
aee sanam hum to sirf tum se pyar karte hain.
lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakti
saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakti
aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karti hoon
teri yaadon ko seene mein basaa kar chalti hoon.