mujhe kuch samjh wamjh nahi aaya 🤣🤣 pahelion main mat baat kiya karo 🤣🤣
🏏T20 Asia Cup 2025: Match 19 - Final: India vs Pakistan @Dubai🏏
BOOTH ROAMING 28.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 28, 2025 EDT
PAAV PHISLAA 29.9
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 29th Sept 2025.
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 29 Sep 2025 EDT
🎶🎵Tribute to Lata Mangeshkar on Her 96th Birth Anniversary🎵🎶
Geetanjali to die?
And Janhvi gives another flop!!
Maan and Geet- Love Wins Against All Odds..
India Won Asia Cup 2025- Trophy Missing! Glory Without the Trophy?
101 ways to patau your pati
Aishwarya Rai at the Paris fashion week
Bhagwan Ke Charnon Mein Swarg
✦ Font-astic Voyage Contest Voting Round 1 | Invites ONLY ✦
mujhe kuch samjh wamjh nahi aaya 🤣🤣 pahelion main mat baat kiya karo 🤣🤣
tum ho don 😎 🤣🤣Originally posted by: ansarSss
nahi nahi tum samjhdar ho na to samjha karo 🤣bhari bhari batain na kia karo🤣🤣main na bohat teez hon ye bat man lo jan lo muje ko pehchan lo ke mai kya hon😆
ok then main hun sabse badhi donOriginally posted by: ansarSss
nahi main don nahi hon os ka fan hon😳🤣
kar to rahi ho or kitni bhari karni hain pata nahi asman main urna kab se sikh liya🤣🤣
ok main ne apna mind change kar liya main don ka fan nahi hon mai apna fan hon😳🤣🤣
or rahi ho muje abhe nazar ayi ho u knw yahan ka mosam bohat ahca hai🤣🤣
Originally posted by: ansarSss
apna fan ban ke tume kya laddoo milenge? 🤣 chalo DON ke fan bano 😳😳😳 🤣🤣 fir jalebis bhi milengi 😉 🤣🤣oyee!! tum agar upar dekhoge to ankhen chali jayengi itni dhoop padh rahi hai 🤣🤣aur waise bhi mujhe udhna nahi aata 😳😳😳 🤣🤣
i dont like ladoo😔i like ghulab jaman😳🤣DON or main😲na baba na DON ka wait to sari duniya ki poilce kar rahi hai😒🤣
koi bat nahi main ankhian band kar ke dekh lon ga🤣🤣
oye itni sharama kio rahi ho kahin barun ne to nahi kuch kaha😡🤣
Originally posted by: ansarSss
acha to gulab jamun milenge agar DON ke fan ban jaoge 😉😉 🤣🤣haan lekin don ko koi aaj tak pakad to nahi paya na 😳🤣ankhen band kar ke kaise dekhoge 😲😲 🤣nahi barun ne kuch nahi kaha 😳😳🤣
acha to gulab jamun milenge agar DON ke fan ban jaoge 😉😉 .🤣🤣haan lekin don ko koi aaj tak pakad to nahi paya na 😳🤣ankhen band kar ke kaise dekhoge 😲😲 🤣nahi barun ne kuch nahi kaha 😳😳🤣
Originally posted by: ansarSss
acha na mila to apni sza bta do🤔🤣
acha ye btao ye don hai kon😳🤣
hmm mehsos karon ga na🤔🤣
to phir kis ne kuch kaha🤔🤣