pasand hai mujhe
man karta hai ki kha jaau main usay
shubah brush karne ke dauraan
Petrol ki gandh
pasand kai mujhe
man karta hai sungta rahun usay
aur kar lu sir mein dard
Gulab ka phool
pasand hai mujhe
man karta hai ki kareeb se dekhta rahu usay
bahle hi naak mein ghus jaye uske pollens
Kavita likhna
pasand hai mujhe....
man karta hai likhta jaau bakwaas...
bhale hi unhe sunkar..log tamatar mare mujhe............🤢
Now throw tomatoes...at your monitor!🤣