RS ko itni jaldi kyun hai wo serial ko end karna chahti hai ki jadi ma shadi kardi,somu ko truth pata chala,harman ko vi pata chala aur ab preeto ko vi..
Kuch toh time deta haya scene and bonding strong karna ko uska baad dheera dheera truth samna laty par nahi jo harman kal ka epis ma somu pa angry tha aaj wo usa acha sa baat kar raha hai friend ship vi kia and promise vi..
Itni Jaldi kyun hai RS ko..