Hua kya? Bytes - Page 6

Created

Last reply

Replies

61

Views

7.1k

Users

22

Likes

318

Frequent Posters

Arshics thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 11 years ago
#51

Originally posted by: pasumarthisa


Arshi

Yeh sab likh kar aap hamein kyon unn sab ki yaad dila rahi ho.
Rona aata hai.



sach mein santhi

I think its just non intelligent planning

by production team. Story ka emotional impact hona

chahiye. Bas. Sequence ke mood ko maintain rakhna chahiye

aur kya

Maybe as happy says kuch pee ke aate hain yeh log

aur likhte likhte tunn ho jaate hain
rosame thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 11 years ago
#52



Woh pehli raat, suhag ki

Jeevan mein ek hi baar aati hai

Ek raaz hai yeh meetha sa

Jo kuch chupa sa, kuch khula sa hai

Iss jadoo bhari raat ki kahani

Kehne ke tareeke bahut hain


Woh bister ki silwatein

Ek tooti si choodi,

Bikhare hue Baal

Woh uneendi si pehli nazar

Aur sharam se lal hue gaal

Woh pehli subah ka pehla sindoor

Maang mein bharte hue dekhna

Woh chai ka Pehle pyale ki saath me chuskiyan Lena


Sab kuch haya, aur maryada ke dayare mein rehte hue

Sab sharam ki chadar odhe hue bhi

Suna sakte the kissa Kal raat ka

Behichak, adaa aur nazaakat se !!!


Bas woh pal bhar ka ehsaas

Jo khol deta poori raat ka raaz

Itna hi toh chaha tha

Kuch zyada toh nahin



@Arshi
Kya baat hai ! SR ka ehasaas writers ne nahi diya lekin aap ne zaroor se mehsoos karaya . 😊
Arshics thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 11 years ago
#53

Originally posted by: rosame




Woh pehli raat, suhag ki

Jeevan mein ek hi baar aati hai

Ek raaz hai yeh meetha sa

Jo kuch chupa sa, kuch khula sa hai

Iss jadoo bhari raat ki kahani

Kehne ke tareeke bahut hain


Woh bister ki silwatein

Ek tooti si choodi,

Bikhare hue Baal

Woh uneendi si pehli nazar

Aur sharam se lal hue gaal

Woh pehli subah ka pehla sindoor

Maang mein bharte hue dekhna

Woh chai ka Pehle pyale ki saath me chuskiyan Lena


Sab kuch haya, aur maryada ke dayare mein rehte hue

Sab sharam ki chadar odhe hue bhi

Suna sakte the kissa Kal raat ka

Behichak, adaa aur nazaakat se !!!


Bas woh pal bhar ka ehsaas

Jo khol deta poori raat ka raaz

Itna hi toh chaha tha

Kuch zyada toh nahin





@Arshi
Kya baat hai ! SR ka ehasaas writers ne nahi diya lekin aap ne zaroor se mehsoos karaya .😊


dil ke armaan aansuon mein beh gaye

cvs ki nadaani ka shikaar ho ke reh gaye

hum dil thaam ke baithe rahe

sr ke pal adhoore reh gaye

What to do rosame

all our hopes dashed so cruelly
pasumarthisa thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 11 years ago
#54

Originally posted by: Arshics



sach mein santhi

I think its just non intelligent planning

by production team. Story ka emotional impact hona

chahiye. Bas. Sequence ke mood ko maintain rakhna chahiye

aur kya

Maybe as happy says kuch pee ke aate hain yeh log

aur likhte likhte tunn ho jaate hain


Maintaining the mood and taking the scene to a closure/completion are the two things they are lacking.

Have to agree with happy ji.

But they made some great starts. I loved many scenes where they made great starts. But stopped suddenly which makes us scratch our heads. Too much.

So saras knows his mom's line about food n love etc. How old.was he?

Now he is 28. Then how old is danny. Because saras must've been atleast 8 when danny was born. We know 2 n 2 don't add up to 4 in this ki d of fiction. But to make kumud mouth that number 82 they made his age 28. Silly it is.

I still didn't understand why ln called Sd. Land why she got divorce papers
Edited by pasumarthisa - 11 years ago
-RoadsideRomeo- thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#55

Originally posted by: Arshics

@ Rahul,


Perfectly analysed Rahul, ke kitni poor writing direction thi

Jo bahut special ho sakta tha, usko itna ridiculous bana diya

Sach kaha aapne, sr toh ek hi baar aati aur woh raat gayi

Pata nahi kya jaldi thi cvs ko, ki kuch special moments pe dhyaan nahi diya



Woh pehli raat, suhag ki

Jeevan mein ek hi baar aati hai

Ek raaz hai yeh meetha sa

Jo kuch chupa sa, kuch khula sa hai

Iss jadoo bhari raat ki kahani

Kehne ke tareeke bahut hain


Woh bister ki silwatein

Ek tooti si choodi,

Bikhare hue Baal

Woh uneendi si pehli nazar

Aur sharam se lal hue gaal

Woh pehli subah ka pehla sindoor

Maang mein bharte hue dekhna

Woh chai ka Pehle pyale ki saath me chuskiyan Lena


Sab kuch haya, aur maryada ke dayare mein rehte hue

Sab sharam ki chadar odhe hue bhi

Suna sakte the kissa Kal raat ka

Behichak, adaa aur nazaakat se !!!


Bas woh pal bhar ka ehsaas

Jo khol deta poori raat ka raaz

Itna hi toh chaha tha

Kuch zyada toh nahin


😲 😲 😲
Ye kitnaa khoobsurat likhaa hai tumne!!!! 👏
Waah Arshi... Maine notice kiyaa hai... Tum aisi lines reply me bohot baar likhti ho... Itnaa khoobsurat tum itne jaldi kaise likh paati ho? Waah! 👏
Ab tum hi dekho... Tumne kuchh minutes me itnaa khoobsurat likhaa toh do-do writers hokar wo nahi likh sakte???
SR pe Kumud ki ek kavitaa toh banti thi... Agar kuchh dikhaanaa nahi thaa toh aisaa dikhaate ke Kumud painting karne lag gayi aur iss baar dil-khush Saras ke saath uss tasveer me Kumud bhi hai aur wo kehti ke humeshaa lagtaa thaa ke ye tasveer adhoori hai par aaj puri lag rahi hai... Yaa phir kuchh aur...
Meri friend mujhse keh rahi thi ke uss kaarkhaane me jaane ki kyaa zaroorat thi... Wahi ghar pe SR kar lete! 😆

Khair raat gayi baat gayi!

Tum meri phuljhadi 😳 sanaya kaa new show dekhti ho? 😳 shuruvaat slow hui thi par hegde/janki ne kyaa khub sambhaalaa hai!!! Wo mirror waalaa scene, hospital scenes... 😳 👏 aur dialogues... Aahhh... Har dialogue pe taaliyaa bajaane kaa man kartaa hai... Kal kaa hi dialogue suno "Bhaagya agar insaan hotaa toh ye paraathaa khilaa kar usski sehat banaati... Phir apne-aap hi jor lagaataa!"
Tumne "Gustakh dil" (jo life ok pe 7:30 ko aataa hai) usskaa "ik saans aaye re, ik saans jaaye re... Sakhi saiyyaan aaye re!" waalaa promo dekhaa? Khoobsurat!!!
I know ke iss forum pe dusre show ki taarif nahi kar sakte hai par kehne kaa maksad ye hai ke wo shows dekh kar mujhse ghussaa aataa hai ke aisaa kuchh SC me kyu nahi hai jab ki SC inn sab se best hai! 😭


Btw, tumhe wo camera aur chaddar ke niche ki SR samaz aayaa naa? 😉 😆 uss waqt main fb par ipk ke liye promos likhtaa thaa... Aur maine kitnaa kuchh likhaa thaa aur uss waqt meraa popat huaa thaa... 😆 par phir bhi main khush thaa kyonki shaadi se pehle Arshi ki "taaron ke niche" waali SR ho chuki thi! 😳 par iss baar main zaraa bhi khush nahi hu... Hum kab tak compromise karte rahenge ke aagey kuchh acchaa hogaa, dekhte hai... Aagey phir kartaar Singh nahi aayegaa... Actors bohot mehnat kar rahe hai toh unke liye hume show ki taarif karni hi chaahiye... Kyu? Aur kab tak?
mena_k thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#56

Originally posted by: ...B.N.K...


i m telling you its 🤬 jen's sati savitri wala contract 🤔



Dont know about that contract but watching continuously episodes like this will turn viewers for sure into jalta aangara types😆
Edited by mena_k - 11 years ago
annete thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#57
Kya hua ya na hua
chodo ye na poocho
ke kya hua ?kaise hua?
pati patni ke beech ki baatein hai purdah sabnami raatein hai
ya CV ki ek aur gustakhi hai
chodo yeh na soocho
ye alag hi dastaan hai khamosh,ehsaas hi zubaan hai
ya actors ka furman hai
chodo yeh na poocho😕




Kusum04 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 11 years ago
#58

Originally posted by: mena_k


Dont know about that contract but watching continuously episodes like this will turn viewers for sure into jalta aangara types😆


Bold - too funny 😆
i don't think its jenny's contract, she has given better romantic scenes before. whatever the reason, we have to suffer. not even a simple hug. 😕 and what was the Gautam trying to fit himself sideways 😆😆 struggling to sit. why he could not sit in front of her? 😳 and then some eye locks. if they dint want to show any thing, at least shown putting lights off. direct sunrise 🥱

Episode was very disappointing. 🤢 but thanks to arshi's beautiful bytes as always and million dollar question. 😆😆😆 Huya kya? NO IDEA 😕 i don't find any difference post marriage in their relationship. 😲
Kusum04 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 11 years ago
#59

Originally posted by: annete

Kya hua ya na hua
chodo ye na poocho
ke kya hua ?kaise hua?
pati patni ke beech ki baatein hai purdah sabnami raatein hai
ya CV ki ek aur gustakhi hai
chodo yeh na soocho
ye alag hi dastaan hai khamosh,ehsaas hi zubaan hai
ya actors ka furman hai
chodo yeh na poocho😕





🤣🤣
mena_k thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#60
Your frustration / pain is clearly visible from your posts Arshi ji. Still looking for "Kya hua Kuch hua kya" in a episode which silenced us all.

For me what started off on saturday was good enough indication that nothing will happen on monday. I have kept my hopes to a bare minimum and see I am not shocked rather I was laughing when they moved from SR night to sunrise shot.

To your question I would say definitely everything happened and the CVs want us to believe that SR is done and dont ask for it again. This would go in my list of weirdest episodes of SC category. What happened to saras looking for his name on kumuds mehendi hands. I guess like many other things this was also forgotten. Enough said about this now I am simply waiting for Guman.
Edited by mena_k - 11 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".