Lakshmi Nandan ka
Shubh Swagatam
Saras ki patni Mrs Kumud Saraswatichandra ka
Kumud ke pati Sri Saraswaitchandra ka
Shubh Swagatam ek naye jeevan ki shuruat ka
Shubh Swagatam ek aise Milan ka
Jisko swarg ke Devi devtaon ka bhi ashirwad hai
VC is again the large hearted man, forgiving and loyal
Saras once again the epitome of love
For him Kumud's happiness and not spoiling this special day is all important
His pain and anguish and anger is immense
But aaj woh iss din ki khushiyon ko kam nahi hone dega
Aur in yaadon pe daag nahi lagne dega
I was really apprehensive about LN's reaction to Danny's marriage
But I was relieved to see that his anger is against himself
And not against VC or Danny
Good to see a repentant LN
But Saras will find it hard to forgive him
Kalika - you are a shameless, useless, pathetic trouble maker !!!!!
Bas idhar Udhar ki baat khatam
Mangal bela mein aaj Saras ne Kumud ko
Saat janamon ke bandhan mein baandh liya
Ek chote se dhaage se
Jiss ke ek ek moti mein piroya hai
Pyaar, samman, vishvas, samarpan
Jiss ka dhaaga atoot hai
Kyon ki Saraswati ma ke ashirwad ka kavach hai us par
Aur jis ko sajaya hai khud Saras ne
Dadaji ke ashirwad se, uss moti se
Jo unke jeevan ko ras se bhar dega
The most beautiful mangalsutra tying scene ever
Pious, pure, passionate and full of promise
Sirf Kumud ki aankhon mein Khushi ke aansoon nahi the
Hamari aankhain bhi bheeg gayi
A full 10/10 episode, dekho dekho dekho
Baar baar dekho
Uss mangalsutra ke pal ko
Apne dil ke kareeb rakho