kya yaar Brij ke samne agar koi lana hi tha to takkar ka lata, ye kya le aya, 5'2" , baccha hai brij ke samne, gun pakarnese chuha sher nahi banjata, cvs or kitna experiment karega skbm ke sath, hum sab to wasehi mare hua the, ab or kiu marna chahta hai.
brij k barabari koi nai kar sakta esp wen it comes to height🤣🤣