I came up with some shayris for SP characters
Nahar to Saloni
Agar rishte khoon se bante to duniya me pyar nahi hota
wafa aur dosti nahi hoti
Brijesh parivar to Saloni
tum hamara khoon nahi ho phir bhi
tum sa sachha aur wafadar insaan dhundhte nahi milta
daga phir khoon bhi de jata hai magar tum jaisa dost nahi milta
Bhabho to Saloni
beti hai muh boli
rishta nhai hai khoon ka
pyar hai phir bhi tujse itna
agar maange jaan to woh bhi de dun
samaz nahi ata kaisa hai ye rishta
Saloni to her families
Betiyaan hoti hi aisi hai
khud jale par ghar ko kabhi na jalne de
kare khoon pani apna aur chukaye karz apne dudhka
bahu wohi sacchi hai jo apne sasural walo ko apne maike se bhi jyada pyar de
more later
plz add your own shayris