Situtaion SOngs Game- Voting

Only-Mariyam thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 18 years ago
#1
Hi,
This is mariyam

So I have got many entries
thanks for all who posted those entries

Rules For Voting:
1: You Can Vote For Maximum Of 2 Entries

2: Can't Vote For Your Own Entry

Entries

1: Bhoomi
Every night in my dreams
I see you, I feel you,
That is how I know you go on

Far across the distance
And spaces between us
You have come to show you go on

Near, far, wherever you are
I believe that the heart does go on
Once more you open the door
And you're here in my heart
And my heart will go on and on

2:Shyam

Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo
Tumko milega, utna pyaar, main hoon na
Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na

3:Arjun

Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan..

(Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan) -2
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

4:Mansen

duniya mein logon ne dil apane phir thame
aaya hoon lekar main phir kitne hangaame
zara dekho kaun aa gaya hai
zamaane pe jo chha gaya hai
jami jispe sab nigaahen
khuli kiski khaatir hai baahen
aaisa dildaar aaya hai kaun
mujhko pehchaan lo main hoon don

5:Yuv
Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh to koi na jaane
Ki meri manzil hai kahan

6:Yuv
Mar diya jai ya chod diya jai
bol tere saath kya salook kya jai

7: Shyam
Mein shair to nahin magar aay haseen
jab say dekha mein ney tum ko much ko shairi aa gaye

8:Bhoomi
Masti ka hai sama joohme yeh jahan hey sitaroon ka yeh imthehan
Jazba daastan himat hey jawan aab ke jitey ga koun yahan?
Josh kitna hai, zor kitna hai koun jaanye yahan?
Hosh orahney ko Jaan laraney ko Sarey aaye yahan...
Jitna dum hai, zor laga do! Eik dojey ka saath nibah do!
Rastey ki diwar ghira do! Tum kya ho duniya ko bata do!
Hey oh hey oh hey oh ah allay allay allay oh Hai Koi Hum Jaisa?

9: Baisa Shaku, Shyam As A Team

Baar baar haan, bolo yaar haan
Apni jeet ho, unki haar haan
Koi humse jeet na paave
Chale chalo, chale chalo
Mit jaave jo takraave, chale chalo

10: Bhoomi(ToYuvraj)
Khallas Khallas Khallas Khallas Khallas
Bachke Tu Rehna Re Bachke Tu Rehna
Nahin Duja Mauka Milega Sambhalna
Bachke Tu Rehna Re
Bachke Tu Rehna Re Bachke Tu Rehna
Nahin Duja Mauka Milega Sambhalna
Kahin Bhi Chupa Ho Tujhe Dhoond Lega
Yeh Hai Ishq Samjha Tujhe Karhi Dega Khallas Khallas
Bachke Tu Rehna Re Rehna Re Rehna Re Rehna Re

11:Shyam

Hum Bhi Hai Josh Mein, Baate Kar Hosh Mein
Hum Bhi Hai Josh Mein, Baate Kar Hosh Mein
Yu Na Aankhe Dikha
Sailaru Sailare, Kya Bola Phir Bol De
Sailaru Sailare, Kya Bola Phir Bol De
Hum Bhi Hai Josh Mein, Baate Kar Hosh Mein
Hum Bhi Hai Josh Mein, Baate Kar Hosh Mein
Yu Na Aankhe Dikha
Sailaru Sailare, Kya Bola Phir Bol De
Sailaru Sailare, Kya Bola Phir Bol De

12:Krisha

(Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai
Pyaari pyaari hai, o maa o maa
O maa, o maa) - 2
Ke yeh jo duniya hai, yeh ban hai kaanton ka
Tu phulwaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Dukhne laagi hai maa teri aankhiyaan - 2
Mere liye jaagi hai tu saari saari ratiyaan
Meri nindiyaan pe apni nindiyaan bhi
Tune maari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai
Pyaari pyaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Apna nahin tujhe sukh dukh koi - 2
Main muskaaya tu muskaayi, main roya tu royi
Mere hansne pe, mere rone pe
Tu balihaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Maa bachon ki jaan hoti hai - 2
Voh hote hai kismat waale jinke maa hoti hai
Kitni sundar hai, kitni sheetal hai
Nyaari nyaari hai, o maa o maa
O maa, o maa
Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai
Pyaari pyaari hai, o maa o maa
O maa, o maa

13:Baisa

kabhi hota bharosa kabhi hota bharam
pada ulajhan mein hai inasaan
tu hai ya nahin bhagavaan - 2

mat ulajhan mein pad inasaan - 2
tere soche bina jab hota hai sab to samajh le kahin hai bhagavaan

tu hai ya nahin bhagavaan

vo hai agar to kyon na dikhaayi de kaisi ye ulti rit hai
jhuutha hai vo usake jhuuthe hi bhay se jhuutha jagat bhayabhit hai
ghan-ghan garajati huyi ye ghataayein kisaka sunaati git hain
laharaate saagar ki laharon mein guunje kisaka amar sangit hai
jo daata hai sabaka mahaan
diya jisane janam diya jisane ye tan kyon na usako saka tu pahachaan
mat ulajhan mein pad

kyon baalak ki mamata roti hai kyon anahoni jag mein hoti hai
mandir mein dip jalaate hain jo unake ghar ki bujhati jyoti hai kyon
anahoni jag mein hoti hai kyon

jivan-maran haani aur faayada karmon ka phal hai usaka bhi qaayada
inasaan ki kuchh bhi chalati nahin karani apani kabhi talati nahin
bhakti ke bhaav se usako tu jaan le shraddha ki aankhon se usako tu pahachaan le
hota nahin kya achambha bada aakaash kisake sahaare khada
phuulon mein rang jharanon mein tarang dharati mein umang jo uthaata
vo kaun kya tum
baadal mein bijali pahaadon mein phuul jo khilaata
vo kaun kya tum
vo hai sarvashaktimaan kan-kan mein base par na dikhaayi de
usaki shakti ko tu pahachaan
mat ulajhan mein pad

14:Siddharth

Ek din is duniya ko
Jeet lenge hum
Zindagi ki khushiyo ko...
Jeet lenge hum...
Apne sapno ko
Jeet lenge hum....
Khwahishon ko bhi jeet lenge hum...
Raste honge manzile hongi
Mushkile hongi
Jeet lenge hum

15: Bhoomi(For Arjun)
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Beete lamheinnnnn

Chand lamhaat ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili thi mujhe zindagi

Teri aagosh din the mere kate
Teri baaahon mein thi mere raatien kati

Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko bhoola jate hai
[Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai

Beete lamheinnnnn

16: Shyam(for Bhoomi)
Tune zindagi mein aake
Tune zindagi mein aake zindagi, ho
Zindagi badal di
Tune pyaar yun nibhaake zindagi, ho
Zindagi badal di, zindagi badal di
Ab gawaara nahin, koi aur bhi ho
Jo meri tarha yun tum pe mare
Chhoona to door hai, ab na manzoor hai
Koi mere siva tera zikr bhi kare

17:Shyam And Bhoomi To Each other
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Arre Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Arre Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
O Tum Hi Kahon Tum Hi Kahon
Dil Jo Aise Gaye Koi Kyon Na Gungunaye
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Arre Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum

So Lets Get Voting


Edited by karan neha4ever - 18 years ago

Created

Last reply

Replies

7

Views

1k

Users

8

Frequent Posters

-ialwayswill- thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 18 years ago
#2
i'll vote for entry 4 and 5 😛
iamdhol thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 18 years ago
#3
oh my god! this is superb!!!👏 i missed so much in the past month and i'm realzing it now!!! 😭

u know, yeh gaane padhte waqt i'm actually imagining ppl singing and am laughing my heads off 😆 😆 😆 specially the mansen son of "don"! and yuvraj's song of "papa kehte hain"! and shyam's song of "main shayar toh nahi"! that's hillarious and of course...bhoomi singing "khallas" to yuv is so funny!!! 🤣

god help me, i'm gonna fal of my chair 😆 😆 😆

but some songs like the first one where bhoomi is singing for arjun is so touching 😊 😊 😊 i really feel so sad....i still can't believe arjun's dead! MY KARAN!!!!! 😭 😭 😭

even the baisa and other songs are really cool.......

the million dollar question is which song should I vote for??????? hmmmmm.....tough one yaar- lemme see......

I VOTE FOR ENTRIES # 5 and #15

5:Yuv
Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh to koi na jaane
Ki meri manzil hai kahan


15: Bhoomi(For Arjun)
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Beete lamheinnnnn

Chand lamhaat ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili thi mujhe zindagi

Teri aagosh din the mere kate
Teri baaahon mein thi mere raatien kati

Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko bhoola jate hai
[Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai

Beete lamheinnnnn



these 2 songs are reaaly grr8!!! 👏 👏 👏

All the best to everyone! 👍🏼
--Pinky-- thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 5
Posted: 18 years ago
#4

i'll vote for 5 and 15

vrema_93 thumbnail
Posted: 18 years ago
#5
hi all
i'll vote for 10 and 12
saarrthi-4ever thumbnail
Posted: 18 years ago
#6
hi everybody, i'm voting for entries 10 and 11 😛
chikki 😛
Lizzie89 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 18 years ago
#7
#12 and #16 😊 ...all the best to all the participants 👍🏼
Teesha thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 18 years ago
#8
This was too hard! Before I give my votes, I jus want to say all the entries were FABULOUS! Gosh, the songs went so well wid the characters! Like Prachi even I cud imagine them singing...n Mansen n Yuvs songs were hilarious..Wid main hoo don n papa kehtay hai...Whoever did it superb! Also the khallas one frm Bhoomi to Yuv...I laughed like nuts on that one! Very well done guys! All of u all...

Good luck to evryone 😊

I will vote for 2 n 15!

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".