Originally posted by: ChameliKaYaar
Anitaji,
Aap kanyadaan ke liye taiyyar hain na....aur meri friend Sharkbait kahan gayi, bhai aise shubh mauke par...? 😆
Kanyadaan,arre kitna buddha samajh rakha hai mujhe😆
chalo koi nahi ,ritzy meri apni bachhi hai per hai hai kanyadaan kar ke main to amitji ki saas ban jaoongi😭😭............arre nirdayi manish fir phasa diya mujhe😆
chalo ek ghante ke ander kanyadaan ho jayega to kar doongi nahi to fir doosri saas dhoondna amitji ke liye😆