and the victin is 'jiya dhadk dhadak jaye' 😆
this is my version of the song ,and not dedicated to any one 😆 ,u ll know why 😉
here it goes:
tujhe zindaa dekh rona
tujhe marte dekh chain se sona
teri yeh zindagani maine nahiin bachaani
mar jaa tu jaldi chhute kaam
haiii
saansein teri tham jayein
saansein teri tham jayein
saansein teri jaldi tham jayein
lagta hai yeh kyun mujhy
kal nahiin aaj tu mare
jaldi se ab tu mar ja
praan pakheru lekar ud jaa
kar tu mujhpe ehsaaan
hai
sansein teri tham jayein
saansein teri tham jayein
saansein teri jaldi tham jayein
kab se hain teri liye
maine kafan sil ke rakhe
jaldi se ab tu aaja
size ka apny chun ja
karne hai
arthii ke uar bhi intezaam
haiii
sansein teri tham jayein
saansein teri tham jayein
sansein teri jaldi tham jayein
kaisa laga a 😆