Arey... wah kya baat hai..
Ab to har Rumor ko Truth maanne ka mann kar raha hai...
Kash ye Truth thread hotaa... aur aapne ye baat kahi hoti 😳
Chal chood in sab ko....aoor yeh sher suuno JI...Sirf aapke liye..tajja tajja....
Ek shanshah ne bawa ke hasin tajmahal ,
Sarri duniya ko mohabbat ki nishani de hai
Vishesh ne Laddooian ka tasty mahal banna kar
Sarri forum main sirf aawaz ko aawaz di hai