*****Deep & Meaningful Bollywood Songs ***** - Page 9

Created

Last reply

Replies

134

Views

38.8k

Users

21

Likes

213

Frequent Posters

Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 15 years ago
#81
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=ZecISu0Hjio&feature=related[/YOUTUBE]

kitne ajeeb rishtey hai yaha pe - 3
do pal milte hai saath saath chalte hai -2
jab mod aaye toh bach ke nikalte hai
kitne ajeeb rishtey hai yaha pe - 2
do pal milte hai saath saath chalte hai -2
kitne ajeeb rishtey hai yaha pe - 2

yaha sabhi apni hi dhun main deewane hai - 2
kare wahi jo apna dil ki hi mane hai
kaun kisko pooche kaun kisko bole -2
sabke labon par apne tarane hai - 2
le jaye nasib kisiko kahape
kitne ajeeb rishtey hai yaha pe - 2

khwaabon ki yeh duniya hai khwaaboh main hi rehna hai - 2
raahen le jaye jaha sangh sangh chalna hai
waqt ne hamesha yaha naye khel khele -2
kutch bhi ho jaye yaha bas khush rehna hai -2
manzil lage kareeb sabko yahape
kitne ajeeb rishtey hai yaha pe
do pal milte hai saath saath chalte hai -2
jab mod aaye toh bach ke nikalte hai
kitne ajeeb rishtey hai yaha pe - 6
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 15 years ago
#82
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=D3C4sFs9wcQ[/YOUTUBE]

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa


Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 15 years ago
#83
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=12YvOtvDKFQ[/YOUTUBE]

Aye mere pyaare watan aye mere bichhade chaman tujh pe dil kubraan
tu he meree aarazoo, tu he meri aabaru, too hee meree jaan
aye mere.......
tere daaman se jo aaye, un hawaaon ko salaam
choom loo main us zubaan ko jis pe aaye teraa naam
sab se pyaari subah teri, sab se rangee teree shaam
tujh pe dil... tu he meri.....

maa kaa dil banake kabhi seene se lag jaataa hain tu
aur kabhee nanheesi beti ban ke yaad aataa hain tu
jitanaa yaad aataa hain tu, utanaa tadapataa hain tu
tujh pe dil... tu he meri.....

chhodakar teree zameen ko door aa pahuche hain hum
fir bhi hain yahee hain tamannaa tere Zarro kee kasam
hum jahaan paidaa huye, us jagah hee nikale ye dam
tujh pe dil... tu he meri.....


Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 15 years ago
#84
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=ox9PsHHPS-E[/YOUTUBE]

Aye Khuda Har Faisla Tera Mujhe Manzoor Hai (2)
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai
Aye Khuda Har Faisla Tera Mujhe Manzoor Hai
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai
( RDB : Allahahahahahahah Huuuuuuuu )

Har Duaa Meri Kisi Deewar Se Takra Gayee (2)
Beasar Hokar Meri Fariyaad Vaapas Aa Gayee
( RDB : Allahahahahahahah Huuuuuuuu )
Is Zameen Se Aasmaa Shaayad Bahut Hi Door Hai
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai

Ek Gul Se To Ujad Jaate Nahin Phoolon Ke Baag (2)
Kya Huaa Toone Bujha Daala Mere Ghar Ka Charaag
( RDB : Allahahahahahahah Huuuuuuuu )

Kam Nahin Hai Roshni Har Shay Mein Tera Noor Hain
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai
Aye Khuda Har Faisla Tera Mujhe Manzoor Hai
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai

xobile thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 15 years ago
#85
Time to unleash the Anu Malik songs :D
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=jHidirqbDcY[/YOUTUBE]
Written by Nida Fazli, sung by Sonu Nigam, music by Anu Malik
Roshni ki bhi hifazat hai ibaadat ki tarah
Bujhte suraj se chiraaghon ko jalaya jaaye
Gham akela hai to saanson ko satata hai bahot
Dard ko dard ka humdard banaya jaaye
Wah wah wah
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 15 years ago
#86
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=Udc2YPjkOPI[/YOUTUBE]

Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Chandni Jharne Ghatayen
Geet Baarish Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile

Dekho Nadi Ke Kinare
Panchi Pukare Kisi Panchi Ko
Dehko Yeh Jo Nadi Hai Milne Chali Hai
Sagar Hi Ko
Yeh Pyaar Ka Hi Sara Hai Caravan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile

Kaise Kisi Ko Batayen
Kaise Yeh Samjaayen Kya Pyaar Hai
Is Mein Bandhan Nahin Hai
Aur Na Koyi Bhi Deewaar Hai
Suno Pyaar Ki Nirali Hai Daastaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Chandni Jharne Ghatayen
Geet Baarish Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
xobile thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 15 years ago
#87

Tere Dar Par Sanam

Originally:
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=nb9S2xjBgSw[/YOUTUBE]
Anu Malik's version:
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=FteYDTmuzVI[/YOUTUBE]
Isse pehle ke hum pe hansti raat
Ban ke naagin jo humko dasti raat
Leke apna bharam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
mind-googling thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 15 years ago
#88
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=WSEIBe0irkM[/YOUTUBE]
Mausam ki adla badli mein
Pavan gulaabi ho jaati hai
Haan maine chhookar dekha hai-2
Raat sarak
kar chalte chalte
Bilkul aadhi ho jaati hai
Haan maine chhookar dekha hai-2
Mausam ki adla badli mein

Garam gunguni dhoop se
baat ki hai maine
Paani ke behne mein
haseen suni hai maine
Sab kehte hain deep bujha hai
Lekin baati so jaati hai
Haan maine chhookar dekha hai - 2
Mausam ki adla badli mein


Bin dastak ke aaye jo
woh pyar suna hai
Bin bole man khole
woh adhikaar (?)suna hai
Lamhon ki ungli thaam ke
Yaadein aangan mein aa jaati hain
Haan maine chhookar dekha hai-2
Mausam ki adla badli mein


Thanda thanda ang boondon ka
Mulaayam rang hai phoolon ka
Choobne vale rang pehen kar
Dulhan saj dhaj ke jaati hai
Haan maine chhookar dekha hai-2
sushrutapandey thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 15 years ago
#89
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=AD5NYaYM19E[/YOUTUBE]

One of the most romantic and beautiful Urdu poetry. Coupled with how handsome Dharamendra looks, I just was completely, dreamily lost with this song in my teen years.

I found a line-by-line English translation on the net( Nasir's Eclectic Blog)

Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,
A NEW RADIANCE DONS YOUR BEAUTIFUL FACE TODAY,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?

Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,
A NEW RADIANCE DONS YOUR BEAUTIFUL FACE TODAY,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?

Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai
YOUR GLANCE HAS CERTAINLY SAID SOMETHING,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?


Khuli Lato.n ki Chhaao.n mei.n,
UNDER THE SHADE OF OPEN TRESSES

Khila Khila sa Roop Hai
IS THE BUDDING BEAUTY,

Ghata se Jaise Chhan Rahi
AS IF FILTERING THROUGH THE CLOUD

Subha Subha ki Dhoop Hai
IS THE EARLY MORNING SUN,

Jidhar Nazar Mu.di..
WHEREVER THE SIGHT TURNED,

Jidhar Nazar Mu.di…
WHEREVER THE SIGHT TURNED,

Jidhar Nazar Mu.di Udhar Suroor hi Suroor hai,
WHEREVER THE SIGHT TURNED THERE IS ONLY EXHILIRATION,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?


Jhuki Jhuki Nigaah mei.n
IN THE DROOPING GLANCE

bhi hai.n Bala ki Shokhiyaa. n
ALSO ARE THE DARING RESTLESSNESS,

Dabi Dabi Hansi mei.n bhi
EVEN IN THE SUPPRESSED LAUGHTER

Ta.dap rahi hai.n Bijliyaa.n
THE LIGHTNINGS FLASH RESTLESSLY,

Shabaab Aap ka..
YOUR YOUTHFULNESS,

Shabaab Aap ka…
YOUR YOUTHFULNESS,

Shabaab Aap ka, Nashe mei.n Khud hi Choor Choor hai..
YOUR YOUTHFULNESS IS ITSELF DRENCHED IN DRINKS.

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?


Jahan Jahan Pa.day Qadam
WHEREVER THE FEET RESTED

Wahaa.n Fiza Badal Gayi
THITHER THE AMBIENCE IMPROVED,

Ke Jaise Sar BaSar Bahaar
AS IF THE ENTIRE SPRING

Aap hi mei.n Dhal Gayi
GOT MOULDED INTO YOU,

Kisi mei.n yeh Kashish
THIS MAGNETISM IN SOMEONE

Kisi mei.n yeh Kashish
THIS MAGNETISM IN SOMEONE

Kisi mei.n yeh Kashish Kahaan Jo Aap mei.n Huzoor Hai,
WHERE IS THIS MAGNETISM IN SOMEONE – THAT'S IN YOU LADY?

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?


Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,
A NEW RADIANCE DONS YOUR BEAUTIFUL FACE TODAY,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?

Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai
YOUR GLANCE HAS CERTAINLY SAID SOMETHING,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?




xobile thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 15 years ago
#90
Dil Se, music and singing by Rahman and lyrics by Gulzar (again)
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=Y7Pjh-ijaC0[/YOUTUBE]
Bandhan hai rishton mein
Kaanton ki taarein hai
Patthar ke darwaze, deewarein
Bele phir bhi ugti hain
Aur guchchhe bhi khilte hain
Aur chalte hain afsaane
Kirdaar bhi milte hain
Woh rishte dil, dil, dil the
Woh dil the dil, dil, dil the
Gham dil ke pak chulbule hain
Pani ki yeh bulbule hain
Bujhte hain bante rehte hain
Dil se, dil se, dil se re

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".