jhimil sitaron ka aanghan hooga rimjhim barsta sawan hooga aisa sunder sapna apna jeewan hooga
prem ki gali mein ek chhota sa ghar banayenge
kaliyan na mile na sahi kaaton se sajayenge
bagiya se sunder woh ban hoga rimjhim barasta sawan hoga
teri aankhon se sara sansar main dekhongi....teri aankhon se oo -- oo teri ankhhon...... dekhongi iss paar ya uss paar main dekhongi naino ko tera he darshan hooga rimjhim barasta sawan hooga....
One of my favs ...
any new word plzz...