King's take on the show so far - Page 7

Created

Last reply

Replies

63

Views

4.3k

Users

15

Likes

1

Frequent Posters

324284 thumbnail
Posted: 17 years ago
#61

Originally posted by: Your King Anu

babua aab daabbo na ban.
naaz ko naaj na kar aur phir ko fir naa kar.
chaal jaa kay lolipop kha aur aish kar
magar king ko tang na kar
and this is for your point on king gracing this forum again
babua baadshahoon say kafi loog jala kartein hain
magar dil mein saab baadsha bannay ki hasrat rakhtein hain
tumhare jaisay tu raah chaltay mein mila kareteein hain
king anu jaisay chaand hi hua karteein hain
Edit: taa kay zoor ka jhatka dheeray say lagay let me add few smiling clowns 😃

babua baadshahoon say kafi loog jala kartein hain
Sirf naam ke hi badshah se kohi nahi jalte
magar dil mein saab baadsha bannay ki hasrat rakhtein hain
Isiliye naam ke badshah hasrat puri karne IF pe king bankar ate hai
tumhare jaisay tu raah chaltay mein mila kareteein hain
par tumharye jaise to rahan ke niche baheney wale Na _L_ main mila karten hai
king anu jaisay chaand hi hua karteein hain
hamare padosh main ek Chaand jee hai joh kele becha karte hai🤣
385668 thumbnail
Posted: 17 years ago
#62

so you didn't get what i said. chaand means few not moon. then again a person who does fir fir and naaj naaj will not get it.
kaila kha aur jaan banaa
beekar ki bateein na banaa
chaand jee see apni nazar hataa
king anu ka aagay aadbab baja la
324284 thumbnail
Posted: 17 years ago
#63

Check up spell. U should have said Chand but u wrote chaand. Pahele khud samojh lo kya kahana chahate ho.
Kauwa hansh ki chal chala
Chaand aur chand main mat ulajho
Aba king ANU age kuch bi bajana bhains ke age bin bajana hai
385668 thumbnail
Posted: 17 years ago
#64

Originally posted by: girija babu

Check up spell. U should have said Chand but u wrote chaand. Pahele khud samojh lo kya kahana chahate ho.
Kauwa hansh ki chal chala
Chaand aur chand main mat ulajho
Aba king ANU age kuch bi bajana bhains ke age bin bajana hai

aab hamay naaj naaj aur phir phir karnay waloon say tehzeeb aur tammadun sekhna paray gaa..

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".