The whole episode's brilliance was propped on the dialogues. So it would be impossible to quote all the dialogues.
Anyways part II had these dialogues. As they come to me mind. Someone pls correct...
Bickering in the kitchen.
Har baat pe itni Aint kaahe dikhaati ho tum.
Dekha hai, par Tumhe nahin dekha. teasing smile.
Kauno Gundai hai kaa ? Kaahe udhar muh karke baithe ? Hum Kauno tumhe tok rahe hain, ki rok rahe hain khane se, kaa kahe ki tumhare khaane ko nazar laga rahe hain ? Kaahe udhar muh karke baithe ?
Pet Bhar ke khaana!
Khaa li ho Dhang se ???
Good night !! Everyboudy !!!!! 😆
Teasing monologue
Swaathi kahin ka. Sirf apne liye Ghaas kera laaya. Sirf apne baare mein sochta hai. Hamari to phikar hi nahin ise !!!
Kumbhakaran Kahin ka. Kaise Ghode bech kar so raha hai. Ise to yeh bhi khabar nahin ki hum bhi iske saat hai.
Indu SIngh Indu Singh in fear.
So gaye kya ??
Aise hi Bhangra kar rahe hain. 👏 Dishturb kar diya khamokaah.
Tum jhooth bol rahe ho.Tum sirf sone ka naatak kar rahe ho. Warna sota hua aadmi kiso ko jawab kaise de sakta hai. 🤣 Heights of ridiculousness from Saanchi. I was so in splits here !! Instead of telling her problem, she has to argue with him. And this does vex him 🤣
Haath jode tumre Saanchi Mata humne. Is janam mein mil gayee, agle janam mein mat milna. Itne bade pair chooye humne tumhaare.
Rapid monologue delivery.
Jab dekho tab dishturb kar ti hai. Na Subah dekha, na saam dekha.
Sahi kahti thi Mayya, lalla kahan tune Chonch maar di. 👏 👏 Best one. But also the sweetest one as he remembers his mom's words. His helplessness expressed in extreme frustration.
Sahee mein Indu Singh, kahaan toone chonch maar li ??. Haddi gale mein atak gayee. Na nigalte banta hai, na bahar nikalta hai 🤣 Saaze -e - kaalapani.