today there is a SBS segment of RR, Rudra in uniform, and Paro in white/cream ghagra...
ghagra
"Paro rudra ke bahon mein girti hai, Rudra use pyaar se pakad lethe hain"
sharaarth bari aanko se pyaar ki chaandni bikrne ko thayar hai paro ...Paro ko iss romantic andaaj ne rudra ki dil jeet liyaa...
zara sambal kar rudra bana kahin paro ne sunliya tho aap khair nahi... hum aapko ayhi sala denge aap paro ko tharif kijiye...
Ashish: Paro ko romance mein 10/10 detna chatha hoon...completely
Rudr aap romance ki meter ko chodiye ,iss pal par dyan dijiye, jo paro ne khoobsuthi se sajaya hai, kya patha aisa mauka mile yaa na mile ...
SBB:
Aaj Paro bani chandi ka barbie doll
Back ground Song Main borbie doll sone de.
Ab dilpe kaboo hain mithvaa,(Anchor Sings)... patha hain dil par kabhoo kiske nahi hain...Majaor Rudra Pratap Sing ke...Paro ka aisa jaadu chala hai ...aisa jaadu chala hai ki gussa karnewale Rudra Prathap ko Gussa nahi aatha hai ...balki baat baat par ho jaathe hain romantic...ab huva ye hain ki paro ne white color ka dress pehana hai,aur major saab hogaye hain bilkul pink pink
Rudra kahin jaa raha hai, pro usko rok rahi hai...Piche haath pakdake,paro ko kareeb lethi hai...Deere deere paro peeche peeche jathi,
sone ki nahi ,aaj rudra babu ki babydoll bangyi hi chandi ki, PAro pehani hai, safed lehanga, aur chamchamathi chandi ke jewelry,usper unki romantik andaaj,aaj tho hamari majar sab ki khair nahi,
Kismat ne paro ki yesa mauqa mila hai, jab gar par koi nahi,Aur madam maar rahi hai chance full dance kabhi rudra babu par pool barsati hai,tho kabhi leharake unki baho main aajathi hai...
Kahye major saab paro ka jaadu aap par chala ki nahi...?
Ashish: Wo kafi romanchak hai tabyat se,kafi romantic hai, kafi romance barha huva hai unka jo romance hi,wo rudra ko rub off ho raha hain deere deere,tho bechari koshi karthi rehati ki kuch karne ki, lekin iss baar ek kadam aage badi hai paro mere uppar pool barsarahi hai, usi intzam kiya unhoone, mohol bananeka..
( Ye tho aapne bilkul sahi kaha, MAhol banane main tho aaj paro ne koyi kasar nahi chodi, pehle khud saj saj kar thayar huvi, phir andhre ko apni pyaar ki roshni se roshan kiya, aur rahi sahi kami ko pori ki ye lehaq thi pankudiyone, lekin ye kya paro madam yahan pool ke saath tokri bhi aake apke sir par aa giri, fikar not paro madam pyaar main chote mote twist tho aathe rahe the hain... kyun rudr babu sahi kaha na humne...)
Ashish : Raat mein yesa safed kapde pehen kar gulb ki pankudiya lekar ummid kar rahi hai romance ki ya jay, lekin aam thor par hum dekte hain, safed kapde pehan kar aurat gumti rahthi hai...Band haveli main, tho shayad flip na ho jaay aise
( Leejiye aap bhoothiya film ki baat ki, aap ki pyaar ki kahani main lag gaya break... break laganewale aur koi nahi balki shantanu hai, jo haveli mein chup kar idar se udar ghum raha hain thaki rudr ki dayan bat jaaye,...Shanthanu aap kyon Rudr aur Paro ke pyaar mein daal rahe hain bhang,)
Vishal: Ye romance ka setup bhi saara Shanthanu nehi banaya tha, tho uska huq banta hai ki usko bigaadne ka bhi... Shanthanu ke pass kafi chances already aa chuka thaki agar chatha tho dononko maar chuka hota,chahtha hai ki maare,lekin thadpa thadpake maare kyonki wo in dononko itni asaan mauth dena nahi chatha...
(Lo kal lo baath, yaahan Paro apni khani mein pyaar ka rang barne mein lagi hain, vahi Shanthanu marne maarne ki baat kar rahe hain...Tho major saab aap hamari maniye, isse pehele kahani main bada twist aajaye, dono ji barke ji lijiye...)
I tried my best to Give Written Update, my very first attempt in this forum ... but luckily found the links...
Thank You all for liking my efforts... and commenting...