amazing very good
STRUCK IN CASE 4.1.26
7 year leap for Yeh Rishta
Lokah fame Kalyani Priyadarshan cast opp Ranveer in Pralay
Chipka chipki 🙄🙄
CASE IN COURT 5.1.26
Deepika Padukone’s 40th birthday celebration thread
Kjo to direct a grand family drama for his next movie
Happy 300 Manvikians.....
I'm loving Munni-Hrithik encounters and pair
How Many More Indo Pak Movies Will Be Made
amazing very good
awesome amazing fantastic I loved it.Originally posted by: saffirocks
Pyar aur Maut se Darta Kaun Hai...Pyar to ho jata he Ise Krta Kaun Hai...!!Hum to Kar de Pyar me Jaan BhiQurban...Par Pata to Chale hmse Pyar Karta kaunhai...!!
Unki yaad har pal mujhe tadpati rahi,
Haseen palon mein bhi mujhe rulaati rahi,
Uski bas ek saans mere naam ho jaaye,
Bas isi intezaar mein zindagi hai guzar rahi ...
Aaj phir tumse milne ki tamanna hai,
Paas baithkar baatein karne ki tamanna hai,
Itna lajaawab tha tumhara aasoo pochne ka andaaz,
Ki aaj phir rone ki tamanna hai...
Dard doge toh dawa bhi dena,
Galatiyon ko humaari saza bhi dena,
Ashkon ko humaare aankhon mein jaga dena,
Jo aasoon bahe toh bhene ki ijaazat dena...
Yaadein hain aapki ya yaadone mien aap hain?
Kwaab hain aapke ya khwaabon mein aap hain?
Nahi jaante hum ki bas itna bata dijiye
Hum aapki jaan hain ya aap humaari jaan hain?
GN SD
Thank you for reading my shayari
Pyar kya hai?
Vishvaas ki nazuk dori hai pyar,
Jawaan dil ki majboori hai pyar,
Na maano toh kuch bhi nahi,
Par
Mano toh dil ki kamzori hai pyar...