raste me thi kai mushkile padi..
rukta girta..wo uthta wo har ghadi..
muthi na kholi usne kabhi..jab tak na pohucha wo apne chote ashiyan...
titli ko rakhta apne pas...khyal rakhta uska din ho rat...
ab titli ki chahat me mod aya...usne asad me he apna ahiyana banaya...
per jaise he thi unki manzil hone ko pas...a gai..nai rukawte bina aghaz
125