




Main nahi jaanta mohabbat kisse kehte hain lekin itna zaroor jaanta hoon ki zinda rehna kisse kehte hain aur jab se Zoya gayi hai meri saansein toh chal rahi hain par main zinda nahi hoon. Aaj main tere darwaaze par apni zindagi wapis mangne aaya hoon. Zoya ko wapis mange aaya hoon. Mujhe nahi pata woh meri takdeer mein hai ya nahi. Aur agar nahi toh aaj main dua karta hoon ke ek baar takdeer ka likha badal sakta toh apne haathon ki lakeeroon mein uska naam likh deta. Mere Maula mujhe par reham kar mujhe raasta dikha, mujhe meri zindagi dede.
what to say ...love asya...Ishq hai maula mere maula.â¤ď¸