Originally posted by: waniya_fatima
what do u mean humari tarhaan nahi hai😭 mera time to abhi start bhi nahi hoa main to abhi tak kachi bachi hun tumhain pata hai na😉abhi to bakra dhoondna hai😆
Woh Kaam tho Monika Kar rahi hai..Mein tho din rat bakron ki salamathi ke liye bhaagwan se dhuva maangthi hoon😆😆