Originally posted by: waniya_fatima
@Nisha: and dadi will be sitting at the top of tree saying jab say yeh manhoos mara krishna humari zindagi main aya hai sab bigar gaya. ab yeh din daikhna baqi tha God tu mujhay utha lay :P hehehehehe
in krishu's lang 'ee budhiya ka keh gayi. sab sar ke upar se udd gaya. lagta hai sthiya gayee hai 😆 😆