Originally posted by: mushkbar
ghar to bus theek thaak hai par hamara krish jis tarha apne servants se baat kar raha tha woh bada zabardast tha us ke servant ne poocha app yahan woh kehta hai k wapas chala jaon kiya kiya hit scene tha
cry m ne miss kia