Welcome to World of Hindi Music
(thread opened on the request of Nikki --- all are welcome to join by adding songs of their choice ---)
Music expresses that which cannot be put into words and that which cannot remain silent.
Everything in the universe has a rhythm, everything dances.
And those who were seen dancing were thought to be insane by those who could not hear the music.
Labon pe geet to aakhon mein khwabb rakhte they
Kabhi kitabon me hum bhi gulab rakhte they
Kabhi kisi ka jo hota tha intazar hume
Bada hi shamo -o-shahar ka hisab rakhte they!!!,
I begin this thread with my favourite shayar and favourite actor singing a song in my all time favrourite film --- Kabhie Kabhie
Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon
Pal Do Pal Meri Kahani Hai
Pal Do Pal Meri Hasti Hai
Pal Do Pal Meri Jawani Hai
Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon
Mujhse Pahele Kitne Shayar Aaye Aur Aakar Chaley Gaye
Kuch Anhein Barkar Laut Gaye Kuch Nagme Gaa Kar Chaley Gaye
Woh Bhi Ek Pal Ka Kissa Thhey Main Bhi Ek Pal Ka Kissa Hoon
Kal Tumse Jhuda Ho Jaunga Jo Aaj Tumhara Hissa Hoon
Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon
Kal Aur Ayenge Nagmon Ki Khilti Kaliyan Chunnewale
Mujhese Behetar Kahenewale Tumse Behetar Sunnewale
Kal Koi Mujhko Yaad Karhey Kyon Koi Mujhko Yaad Karhey
Masroof Zamana Mere Liye Kyon Waqt Apna Barbadh Kare
Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon