ektaa's diary page2
oh yeh wazan ghatanee ke chakkarr mein toh bas. kayamath aa jayegi.....................................
uper se ek aur kasautii bhi paar karni hai lrl season break le rahaa haiđđ
jis ko main chipker bedroom mein raat 11:00 dekhti thi
wah kya kool program hai đ
kash aisa serial main bhi kabhi bana patiđ
par mere dimag mein toh saas, bahoo, sazishein hi bhari hai............đ
agar main aisa serial bana pati toh rajeev har award function mein mujhe tanx karta đaur camera mere taraf mudta par aaj main sirf taali bajati hoon aur camera aamna ki taraf mudta haiđđ„ș
pucho na yaar kya hua unka inkaar kya huađ
guilty toh hum the tabhii se đ
jae wo maaf kab humko karega......????????????????đđ