Originally posted by: asyaarshilover
wow i m liking ur story more than before not because of the promo but because of this note
plz cont soon
Glad dat u got some relief due to d note😊
CID episode 67 - 9th August
SHOWING MIRROR 9.8
RAKSHA BANDHAN 10.8
Rahul Sharma Quits?
CID Episode 68 - 10th August
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 10 Aug 2025 EDT
Aryan attended the Saiyaara success bash!!
Cheating of shameless couple
Rajan Shahi vs Ekta!!!!!!!!!!!!!!!!!
Anupamaa 10 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
How Funny
Navri - A Pro Gaslighter
💇♂️ Happy Independence Day 💇♂️
Is Softness Misconstrued as Incompetence? The Velvet Mistaken for Void
Globetrotter - Mahesh Babu Priyanka Chopra
23 years of Mujhse Dosti Karoge
War 2 -Movie Reviews & BO Discussion
18 years of Chak De India
Crazy Creatives Wish Everyone a very Happy Raksha Bandhan
War 2 - Grand Pre-Release Event
Originally posted by: asyaarshilover
wow i m liking ur story more than before not because of the promo but because of this note
plz cont soon
Originally posted by: nilusoni
Awesome but feel sad for asad
thanx for pm
do pm me for next part
continue soon
Originally posted by: nilusoni
its sounds interesting
continue soon
thanx for pm
do pm me for next part
Read all in one go!! Dats very sweet of u😊I liked the concept😊 Glad u liked it😊Asad bechara😭 But wat he did was wrongWhile reading I thought like killing zoya😆 Zoya is getn greyBut your note gave me relief I had to do it cuz all were stunned wid Promo 5😆"Promo aisa hai toh picture kaise hog" U vl see😉Waiting for next partContinue soonThnxx for the pm!!
Originally posted by: snehalparab
Is she zoya or her duplicate zoya is going through very depressive mood and it has deeply affected her the way she insulted asad was a different scene even I was shocked while reading I hope he does something really which will help her come out from this scenario
Part 6
At night, Nuzhat comes in Zoya's room.
"Zoya di, aap baahar khaana khaane aa jaaiye," said Nuzhat.
"Nuzhat, tum yaha se chali jao. Muje khaana nahi khaana hai," said Zoya.
"Par aapki tabeeyat thik nahi hai," said Nuzhat.
"Agar main yaha akele rahungi to meri tabeeyat bilkul theek rahegi so plz just leave me alone," said Zoya.
Nuzhat comes @ d dining table.
"Koi Zoya ko bulao na khaana khaane k liye," said Rashid.
"Abbu, usne kaha ki vo khaana nahi khaayegi," said Nuzhat.
"Kya? Use dawaai bhi khaana hai nahi to vo kamzor ho jaayegi," said Rashid.
Rashid goes inside inside Zoya's room.
"Dost baahar aakar khaana khaa lo," said Rashid.
"Aap plz, muje akela chhod dijiye. Mera mood bahot kharaab hai," said Zoya.
"Dost, tumhaara khaana khaana bahot jaruri hai varna tum kamzor ho jaogi aur tum karate nahi kar paogi," said Rashid.
"Thik hai dost, main aa rahi hu khaana khaane," said Zoya.
Rashid brings Zoya to d dining table. All except Razia gets happy seeing her.
"Dost, khaana kha lo," said Rashid.
"Maine suna hai ki aaj khaana Shirin Aunty ne banaaya. Main chahti hu ki mere kuch khaane se pehle Shirin Aunty iss khaane ko chakhe(taste)," said Zoya.
"Ye aap kya keh rahi hai?" asks Shirin shockingly.
"Aapne mujse aaj vo baat kahi jo muje sochkar bhi sharam aata hai. Aap to muje kisi na kisi tarah maar hi daalna chahti hai na qki aap mujse aur phuphi k gharwaalon se nafrat karti hai," said Zoya unhappily.
"Shirin, Zoya ki tabeeyat bahot kharab hai vo bhi tumhaare vajah se isliye usne jo kaha hai vo karo," said Rashid.
Shirin tastes d food wid a spoon. Zoya smirks seeing dat.
"Ab muje khaane se koi problem nahi," said Zoya.
Zoya starts eating d food.
"Shirin Aunty, I vl make ur life hell," thinks Zoya.
"Dost, tum firse apni jaan lene ki koshish mat karna," said Rashid.
Zoya did not respond dat worried evry1.
"Zoya di, aap Asad se patch-up kar lijiye," said Nikhat.
"Nikhat, tum plz isme interfere mat karo. U just enjoy ur nikaah jo sabke naseeb me nahi hota hai," said Zoya.
Others were shocked to hear wat Zoya said.
"Zoya beta, aisa mat kaho," said Badi Bi.
"Main thik hi to keh rahi hu. Kisi aur ka to nikaah 3 baar hote hote nahi ruka na," said Zoya, "Vaise bhi muje inn sab se kuch lena dena nahi hai qki maine Asad se rishta tod diya hai."
Others were feeling bad for Zoya.
At d time of sleeping, Zoya is in her room. She plays her music box n cries. Gaffur who was making round in d house hears it.
"Ye aawaaz kaha se aa rahi hai?" asked Gaffur to himself.
He starts walking in d direction of d music n reaches Zoya's room which was a little open n luks inside n gets astonished to find Humeira's lost music box wid Zoya. There was another music box which was taped.
"Abbu, aap kaha hai. Kyu aap muje chhodkar chale gaye? Agar aap yaha hote to aap apni beti k saath aisa bilkul nahi hone dete the. Ammi muje bachpan me chhodkar chali gayi par aap kaha ho? Muje pata hai ki aap zinda ho. Ye music box aapne muje di thi aur ye doosra music box muje Jashn-e-Eid' me mila tha. Muje pata hai, Abbu ki vo music box aap hi vaha chhodkar gaye the aur aap vaha jarur aaye the. Plz Abbu, aap jaha bhi hai vapas aa jaaiye. Main aapko dhundne k liye New York se yaha aayi hu," said Zoya wid tears n her eyes.
Gaffur gets shocked. He smiles n also has tears in his eyes. Fast version of d music of d music box plays in d bg.
"Zoya meri beti hai. Muje meri khoyi huvi badi beti mil gayi hai," thinks Gaffur.
He ia abt to go inside but stops himself.
"Main kis muh se meri beti ka saamna karunga?" thinks Gaffur.
"Chinta mat karo, beti. Main kisiko nuksaan nahi pahuchaane dunga. Razia ko bhi," thinks Gaffur lukn @ Zoya's tears.
He goes 4m there wid tears in his eyes. He goes in d garden n sits on a bench. Music box tune plays in d bg. He thinks abt Zoya cumn in burqa in his house during AyRa's engagement, meeting Zoya in d madarsa, himself abt to bless Zoya during Jashn-e-Eid' but stopping himself on thinking abt Zoya giving sweets to Humeira, Zoya asking him to help her to find her father, Zoya teln abt her childhood fire accident, Zoya teln her ammi's name as Zainab Farooqui, seeing Zoya's burn scar on her right hand.
"Muqaddar ne muje meri beti se mila to diya par main meri beti ka saamna kaise karunga? Kya jawaab dunga main uske sawaalon ka?" asks Gaffur sadly to himself.
"Muje meri beti ko uske haq ka pyaar dena hi padega. Muje use har mushkil se bachaana padega chaahe vo Razia q na ho. Muje Zoya ko humesha khush rakhna hoga. Allah, Zoya ki saari ichhayein poori karke uski khushiyan lauta do," said Gaffur sadly to himself.
Next day, Zoya is sitting in d hall. She is wearing a blue t-shirt n black jeans. She is playing games on her I-Pad. D doorbell rings.
"Lagta hai vo dono unwanted aur irritating buddhiya aa gaye. Main andar jaakar so jaati hu aaraam se," said Zoya unhappily.
Shirin was abt to say sumthn but Rashid signaled her not to say anything. Zoya goes to her room before Haseena n Chand enters.
"Asslaam Alaikum," said Haseena.
"Alaikum Asslaam," said Shirin.
Haseena n Chand sits on d couch.
Haseena luks around n asks,"Aaj aapki imported bahu nazar nahi aa rahi hai?"
"Uska naam Zoya hai," replied Gaffur.
"Par vo hai kaha? Hume uske haath ka khaana khaana tha na?" asks Haseena.
"Vo so rahi hai aur vo khaana nahi banaana chaahti hai," replied Rashid.
Zoya had not went to her room but was hiding n overhearing evrythng.
"Kaisi bahu hai aapki jo iss waqt so rahi hai jab um aaye hai aur usne khaana q nahi banaaya humaare liye?" asks Chand.
"Humaare ghar bahu ko beti ki tarah rakha jaata hai. Vo jo chaahe vo kar sakti hai. Uska khaana banaane ka mann nahi tha aur use neend aa rahi thi," replied Gaffur.
"Vaise aap dono Nikhat aur Farhan k rishte k liye aaye hai to unke baare me hi baat kariye na," said Ayaan.
Zoya gets astonished to see how evry1 is supporting her. Ayaan luks around to see Zoya peeping in d hall n Zoya quickly hides.
"Zoya chhup-chhupke humaari baatein sun rahi hai," thinks Ayaan.
"Ayaan ne muje dekh liya," thinks Zoya.
"Hum Nikhat aur Farhan k sagaai k baare me baat karne aaye hai," said Haseena.
"Kab pakki ki hai in dono ki sagaai?" asks Razia.
"Agle hafte," replied Haseena, "Tareekh abhi tay nahi ki hai."
Zoya comes out pretending to be sleepy.
"Asslaam Alaikum," said Zoya sleepily.
Haseena n Chand got shocked.
"Alaikum Asslaam," said Haseena.
"Muje bahot neend aa gayi thi isliye main so rahi thi," said Zoya rubbing her eyes.
"Zoya beta, tumne khaana q nahi banaaya?" asks Haseena.
"Muje khaana banaana bilkul nahi aata hai," replied Zoya sleepily lying to her.
Ayaan got shocked.
-----Flashback-----
Ayaan comes to Asad's house wen only he, Zoya n Najma r there.
"Ayaan, aakar khaana khaa lo," said Asad.
He brings Ayaan to d dining table where Zoya n Najma r sitting.
"Wowww kabab," said Ayaan as his mouth started watering.
He ate a piece of kabab.
"Kitna tasty hai," said Ayaan.
"Ayaan, main tumhe bataana bhul gaya ki ye kabab kisne banaaya hai," said Asad.
"Kisne?" asks Ayaan.
"Zoya ne," replied Asad wid a smile.
"Kyaaa? Ye kabab Mona ne banaaya hai?" asked Ayaan shockingly.
"Haan Ayaan bhaijaan, ye kabab Zoya ne banaaya hai," replied Najma wid a smile.
"Muje pehle q nahi bataaya kisine? Kahin meri tabeeyat na kharab ho jaaye Mona k haath ka kabaab khaakar?" said Ayaan shockingly.
"Tabeeyat to main tumhaari kharaab karungi, Rabert. Mere banaaye huve kabab ki tauheen karne k liye," said Zoya staring @ him.
She playfully picked up a fork n threatened to stab him wid him.
"Mona, main to mazaak kar raha tha. Kabab bahot acchhe hai," said Ayaan getn scared.
"Zoya bahot acchha khaana banaati hai," said Asad.
"Haan Ayaan bhaijaan, Zoya bahot tasty dishes banaati hai," said Najma.
"Wow Mona, tumhe kisne sikhaaya khaana banaana?" asks Ayaan.
"Thoda aapi aur jiju se seekha, thoda phuphi se seekha aur main jyaada karke khaana banaana internet se seekhti hu. Internet se maine bahot saare cheezein banaana seekhi hai," replied Zoya.
"Dats very cool. Technology k kitne use hai," said Ayaan wid a smile.
"Exaactly. Tum bhi internet se khaana banaana seekh akte ho," said Zoya wid a smile.
-----Flashback Ends-----
Ayaan smiles thinking of d flashback.
"Kab vapas aayenge vo Mona aur Rabert k din? I miss u so much, Mona. Kaash hum dono pehle jaise best friends vapas ban jaaye," thinks Ayaan sadly.
"Iss Ayaan ko to pata hai ki main jhoot bol rahi hu," thinks Zoya.
"Kya???" asked Haseena in shock, "Y=Tumhe khaana nahi banaane aata hai?"
"Muje sirf khaana khaane aata hai," replied Zoya sleepily wid a smile.
Others get shocked while unseen by any1 Gaffur smiles @ his daughter Zoya.
"Haseena rehne do na. Agar use khaana banaana nahi aata hai to isme hum kya kar sakte hai," said Gaffur.
"Vaise Haseena Bi, muje aapse ek baat karni hai," said Zoya sleepily.
Zoya, neend se utho. Baad me so lena," said Ayaan.
"Ayaan ko to pata hai ki yahi khadi thi fir bhi kuch nahi bol raha hai," thinks Zoya.
"Kya baat karni hai mujse?" asks Haseena.
"Zoya rubs her eyes n asks normally, "Kal Najma ne muje phone kiya tha aur meri usse thik se baat nahi ho paayi qki aap use bulaane lagi. Najma ko uss waqt baar baar bulaana aapke liye itna jyaada jaruri q tha? Thoda der thik se baat bhi nahi karne diya hume."
Haseena gets shocked. Others see her getn shocked.
"Vo kya hai na, Zoya beta. Muje chai peena tha isliye use bulaaya mere liye chai banaane k liye," replied Haseena.
"Chai to thode der baad bhi to ban sakta tha na?" asks Zoya n says firmly, "I hope dobaara aisa na ho. Aap Najma ko kabhi aise nahi bulaayegi aage se aur vo jab tak chaahe phone pe baat karegi mujse ya kisi se bhi."
Haseena luks @ Zoya shockingly while Zoya stares @ her fearlessly.
"Nahi beta, aisa dobaara nahi hoga," said Haseena wid a smile.
"Good," said Zoya rolling her eyes.
Others r puzzled to hear their convo.
"Hum Najma ko ekdum rajkumaari jaise rakhte hai," said Haseena wid a smile.
"Sach me?" asks Zoya staring @ her.
"Han sach me," replied Haseena wid a smile, "Najma to humaari pari hai."
Shirin n Razia r lukn unhappy wid d way Zoya is questioning Haseena.
"Acchha, hum abhi chalte hai," said Haseena n went wid Chand.
"Zoya, tum Haseena se itna sawaal q kar rahi thi?" asks Razia.
"Qki Najma meri best friend hai," replied Zoya.
"Par tum Asad se apna rishta tod diya hai na?" asks Shirin.
"Maine apna rishta Asad se toda hai. Phuphi aur Najma se nahi," replied Zoya.
"Zoya beta, tum chinta mat karo. Najma bilkul thik hai," said Gaffur wid a smile.
Zoya was shocked to hear Gaffur call her 'beta'.
"Aapne muje 'beta' kaha? Kya main sapna dekh rahi hu?" asked Zoya amusingly.
"Tum bhi humaari beti jaisi ho na," replied Gaffur.
Razia was shocked to hear him talk like dat.
"Wow, kam se kam muje western kapdon aur tehzeeb par lecture nahi sunna padega," said Zoya wid a sigh of relief.
"Tumhe jo pehenna hai pehno. Muje usse koi dhikkat nahi. Tehzeeb kapdon se nahi dil se dekhi jaati hai," said Gaffur.
"Ye aaj Gaffur uncle mujhpar itna meherbaan q ho rahe hai?" thinks Zoya.
"Thank u, uncle mere kapdon se related views ko samajhne k liye," said Zoya.
"Maamu kitna badle badle lag rahe hai," thinks Ayaan.
Precap: "Ayaan, tumhaari Ammi meri kitni insult karte rehti hai aur tum kuch nahi bolte ho. Tum bhi Imran aur Farhan ki tarah statue bankar khade rehte ho. Tumhaara naam Statue Ahmed Khan hona chahiye," said Zoya.
"Ab kya kaha Ammi ne tumse?" asks Ayaan.
"Main dost se phuphi k baare me baat karne lagi to unhone muje bahot sunaaya ki main phuphi k baare me baat na karu. Vo kehti hai ki phuphi uske bacchon ki khushiyan nahi chaahti hai," replied Zoya.
"Main abhi jaakar ammmi se baat karta hu," said Ayaan.
Ayaan goes 4m there while Zoya smirks behind him.
Zoya n Shirin r in d storeroom.
"Kaisi ladki ho tum? Kyu mere bete Ayaan ko mere khilaaf bhadka rahi ho?" asks Shirin angrily, "Tu daayan hai ek bete ko apni ammi se door kar rahi hai."
"Daayan main nahi, daayan tu hai Budhiya. Kaisa laga ye dekhkar ki main tere bete ko tujse alag kar rahi hu? Tune kayi saal pehle 2 bacchon se unke abbu chheen liya aur tere vajah se phuphi ko bahot badnaami sehni padi thi. Tere vajah se itne saalon se vo roti rehti hai. Tune unka pyaar chheen liye. Usse tera mann nahi bhara to tune unke bte se unki honewaali ptni ko chheen liya sirf apne swaarth k liye. Tu kisi ka bhala nahi kar sakti hai. Tu sirf chheenna jaanti. Tu aisi naagin hai jise doodh pilao fir bhi das leti hai," replied Zoya angrily.
"Bas karo. Ye tum kya bak rahi ho?" asks Shirn angrily.
"Kyu sach sunkar kadva laga, Budhiya? Dost ko jail se chhudaane k liye phuphi ne 1 crore diya vo bhi divorce hone k baad bhi. Tune to ek rupya bhi nahi diya. Tu unse pyaar nahi karti hai. Asad aur maine teri beti k liye itni badi qurbaani di. Tune kya kiya mere ya apne sautele bacchon k liye? Agar Nikhat ko ye baat pata chalegi ki uske vajah se tune mera aur Ayaan ka jabardasti nikaah karvaaya to vo tujh jaisi giri huvi ammi se nafrat karegi jaise Asad apne abbu se nafrat karta hai. Jab jarurat padi to aa gayi Asad k saamne bheekh maangne ki Zoya ko lao humaari izzat bachaane k liye. Arey chudail, izzat uski jaati hai jiski koi izzat hoti hai. Ab main jaakar Nikhat ko sab sach sach bata dungi," replied Zoya angrily.
Shirin got scared to see d evil face of Zoya. Shirin started crying.
"Nahi Zoya, plz aisa mat karna. Nikhat ko kuch mat bataana. Muje meri Nikhat se door mat karo," pleaded Shirin while crying.
"Hahahahaha," laughed Zoya like a maniac, "Tu bheekh maangte aur rote huve bahot acchhi lag rahi hai Tere aansu dekhkar muje bahot sukoon mil raha hai, Budhiya."
Originally posted by: mysticlover
Loved Ghafoor's change... He is seeing his daughter after so many years na
Ayaan is really trying hard to get Zoya's forgiveness... when will Asad gets chance?? Rabert is missing Rabert-Mona days😭. Both d bros vl improve their mistake in future😊
Haseena!! What to do with this one!!! Zoya confronted her