kya yar ajeeb hi track pe jaa raha hai sab
kya socha tha aur kya horaha hai...
I hope k us bhai ne antara k father ko marne k liye raghu ko use na kiya ho
may be raghu ustym.kashmir mein ho aur wo box unhon ne raghu k hathon bejhwaya hon
kuch to story lag rahe hai antara k father ki death raghu aur us bhai(mujhe uska naam yaad nhn.hua abhi tak 😛 ) ki hope insab ki wajhse RaNtara k beech kuch na ho
guys pata nhn mein.kuch ziyada soch rahe hon ya nhn but mujhe bhot dar lag raha hai kahiin love story bante bante dushmani na hojaye
bs raghu ka antara k father ki death k sath koi connection na ho...