"lejiye main bhi yahan aa gayi aaisa ho sakta hai bhala shauhar yahan car mein so raha ho aur begum aaram se apne room mein so jaye"
"Asad... Ab bhi mujhse naraz hain aap"
"Baby Maine kaha na I am sorry... I promise main age se aapse koi bat nahi chupaungi"
"Ab aap mujhse naraz hain to gussa khaud par kyun nikal rahen hain"
"Aap puri raat essay hi car main bitayenge"
"Asad please forgive me... please talk to me"
Asad was now frustrated with all this he decided to get out of the car but when he stepped out he noticed that it was raining heavily outside he would be completely drenched while going to the front door of their home so he got back inside the car
Seeing this zoya started laughing
"Asad aap kya chahte hain main aap ke liya vo song ulta gaun EK LADKA BHEGA BHAGA SA"
"Oh really then aap kya chahti hain main apke liye vo song ulta gaun HUM TUM EK GADDI MEIN BAND HO AUR CHABI KHO JAYE"
"kyun baat kar rahe ho mujhse naraz they na aap"
"vaise asad ye gaddi bhi koi buri jagahn nahi hai badi hi romantic jagah hai"
"so aapko majburi main apni begum ke sath yahan car main bethna pad raha hai"
"nahi zoya tumhare sath rehna meri majbori nahi chaht hai"
They both share an eye lock
"I love you mr khan"
"I love you too zoya"
____________________
so how was that
all the joote chapal are most welcomed but remember tomatoes fresh hone chahiye