Originally posted by: poonamgarg
ššš
yahi tho dar hai jaanijo bhi yaha thahra ek kahani bankar ,dard ke daur ki ek nishani bankarham jisse bhi chhaya dete hai palko mein wo nikal jaate hai bas aankh ka pani bankar
Hayee mari jaan kya baat ki hain tumne...ššš..Dil ki gaherio ko chu liya...š³š³š³
Uski di hui daard ko bhi humne aise sanjoya hain
Jaise sanso ki haar aans me usko piroya hain
Jamane ne na jane kya kya tohmate lagaya hain
Par sajda karu haar ek iljaam ko
Jisme mere piya ka naam hain...