Originally posted by: nazrinkhan
haai haai sughra yeh mai kya sun rahi hun.....tumhe naya shiv pasand aane laga hai.....nnaaaaahhiii yeh kaise ho gaya! behna tumse toh yeh uummeeeeeeed naa thi 😭 par achcha hai iq ke jaga woh yash hai....agar iq ne yeh sab kiya hota toh mai toh maar hi jaaaati ( abhi kon sa jinda hun 😭 )
meri jaaaaaaaan aap itna udaaaaas na ho.......aapko is tarah udaaaaaaaaas dekh kar mai jeee nahi paaaaaungiiiiii😳