Originally posted by: arshi_ke_dewane
yup...ab hum isske alawa kuch kar bhi nahi sakte...QH humari story ke hisab nahi hoga toh nahi hoga apna khana peena aur soona usske liye barbad nahi karne ka...coz log aaj kal spoilers ko kuch jayada hi seriously lene lage hai...