When I watched her convo with Bittuji in yesterday's episode, this is what came to my mind.
Sorry it is nothing comapred to the original poem but there it is...
Inspired by original beautiful lyrics from the film "Silsila". All credit goes to the original poem. This is just an attempt.
Mein aur meri imagination aksar yeh baatein karte hein
Madhu RK mansion mein hoti to kaisa hota
Madhu yeh karti Madhu woh kehti
Aaj ke din Holi ke tyohar ko char chand lagati
Mere Rishu ka har samay ke har pal woh khayal rakhti
Mere ghar ko apne astistva se navajeevan dilati
Uske sirf yahan hone se khil uthta mera ghar angan
Lage muze jaise ho faila charo taraf phoolon ka chaman
haan muze maloom hai ki woh yahan nahin hai
Lekin dil hein ki kahen woh yehin hai yehi kahin hai