Posted:
Hii I M Maya Roi
Actually I Like Zindge Gulzar ha.. And This Couple...Bt mujhe Ek Bat Samjh main nahn aate Ki Kashif Ki Cracter Ko Sahe karni ka lai Ye Zaron ka cracter ko kyun khrab keye ja rahe hain..
I Know ki us main male/female ki baten boahtt zeyada hain..
Bt Kabhi kabhi Zaron jo kahta ha wo sahe hota ha.. Kyun ki Zaron ki aage jo Female hain wo tu ese he hain jiss se Zaron jese larke ko gusa aa sakta ha..
Or dosre bat jo mujhe maza nahn dete wo ye ki kashif kahte ha us ki pass kuch nahn ha..Bt sabh se bare baat wo atne ache unversity Mian Study kar rahe ha or Sabh se opar ha Study main Confidence main.. Kya ye kuch bhi nahn ha..
Bc kabhi kabhi Bohatt se log Bohatt zeyada mahant karni ki bad bhi Peche rah jate hain...
Kya ye LUCK Or ACHE BAAT us ki life main nahn kah saki...?????