Posted:
yaar is week na hi koi promo aya hai,or na hi koi article why ? yaar ya log sabhi show ko promote karta hai phir parichay ko kyo nahi,yaha tak ki kal sa jo written update serial ka beach mai ati hai,vo bhi nahi aa rahi,parichay mai vasa hi huma confuse kiya va hai,pata nahi richa ka sach kab samna ayaga,pahala to mujha laga tha,jo time change ka promo aya tha ki diwali tak sinal ek ho jayaga,par ab jis taraha sa show chal raha hai lag raha hai ki abhi samaya lagaga