😆 😆 😆 mera sidha dimag kabhi kaam karrta hi nahi...meri Maa bhi iss baat par gaati hai ke...'main pareshan pareshan...ek raaz ki baat batayu...mere iss ulti dimag ki wajah se mere frnds mujhe pagal kahte hain...par main aaj tak kisi mental hospital me gayi nahi hoon...😆
Kya matlab nikala hai - Ab megha kya kabhi mohan ko izzat de payegi - ya hamesha tu aur tum kahegi?BTW agar tumhara (aap nahin) ulta dimag itne achhe acche hilarious ideas aur situations create kar deta hai - to seedha dimag to kaya nahin kar deta. Mazza to aaya par thoda kam. waiting for the sequel