Chaahe hum paas hon
Din ho ya raat ho,
Sach ho ya khaab ho
Meri akhiyon ne mere humsafar
Har jagah tumko hi paaya,
kyon magar samajh na aaya
Kaise baataayein Saathiya!
Kya hum bataayein Saathiya!
Kaise baataayein Saathiya!
Kya hum bataayein Saathiya!
Kaisa yeh mod hai, Kis or jaayein hum
Chalte huye rukte hain,
Ruk kar chalte hain kadam
Kashmakash mein hain kya shuru karein
Is dagar pe naya safar
Jis se dil tha bekhabar
Kya hai wahi mera Saathiya?
Kya hai wahi mera Saathiya?
Kya hai wahi mera Saathiya?
Kya hai wahi mera Saathiya?
II. kaisa ye mod he,
kaisi madhoshi he,
dil me tuuffaan liye,
kaisi khamoshi he,
kuch kaha bhi he,
kuch suna bhi he,
ho gaya he dil to deewana,
ban na jaye koi fasana!!!
Badhte jaen kadam teri hi rahon me,
dubi jaen nazar teri nigahon me,
gum ho gaya tujhme kahi,
mein raha na mein sanam,
ruk na paye ye kadam,
pass tere hu saathiya, saath tere hu saathiya!!!!!
😉
gohem(gina) is perfect!!!!!😳⭐️
gohem(devna) not perfect.🤢