Aap Hummein Roz Kiyon Bulaa Leete Ho?
Jawaab Mein Kaha Hummne, Unhse
Hum Yaad Karte Hain Unhko, Aap Kiyon Chale Aate Ho?
Akele Hain.. Chale Aao.. Jahaan Hoo
Kahaan Aawaaz De Tumko.. Kahaan Hoo
Akele Hain.. Chale Aao....
Tumhein Hum Dhoodhte Hain..
Humein Dil Dhoodhta Hai
Tumhein Hum Dhoondhte Hain
Humein Dil Dhoodhta Hai
Naa Abh Manzil Hai Koi
Naa Koi Raasta Hai
Akele Hain.. Chale Aao.. Jahaan Hoo
Kahaan Aawaaz De Tumko.. Kahaan Hoo
Akele Hain.. Chale Aao....
Yeh Tanhai Ka Aalam
Aur Is Paar Aap Ka Gham
Yeh Tanhai Ka Aalam
Aur Is Paar Aap Ka Gham
Naa Jeete Hain.. Naa Marte
Bataao Kya Kare Hum
Akele Hain.. Chale Aao.. Jahaan Hoo
Kahaan Aawaaz De Tumko.. Kahaan Hoo
Akele Hain.. Chale Aao.. Jahaan Hoo.