sab se pahele mohan ki nazar Aur Aarti utar lu mein🤔 ..wo kya hai
jab ladke ko ladki waale dekh ne aate hai to Aaisa karna padta hai.😉
normally ladka ladki ke ghar jaata but hamre monu babwa tv ka
ideal bahu jo hai esliye ladki waale aaye the monu ko dekh ne.
and mohan tumne apne hone waale saas sasur ke pair nahi chuwe😲?very bad!
mohan ladki se milne Aaaya with out tea ki tray liye bigar😲..very bad mohan
ladki waale kya soche ge? ladke ko kuch aata nahi hamari to naak katva di
tumne🤓..kher next time jab ladki waale aaye to tum apne haatho se chai
nasta bana kar unko khilana.😈
indu devi apne ladle ko kaha beta yaha betho ladki ke paas
haan haan kyun nahi tum kaho ho ladki ko mohan apni godi mein
bitha le😈..mohan ne ladki ko ladoo offer kiya wah sirf offer kyun kiya
apne haathoe se khila bhi dete.😈
thank god mohan ko sharam nahi aayi agar sharam aa jaati to?
kaha apna moo chupta ?😲 mohan to duppta pahen ta nahi phir to
indu ke pallu mein jaake chup na padta.😳
phir aaye jiji nanhi...mohan given them angry look😲
hooo mohan nayi item mili to purani item ke ristedaar ab
tumhe dushman lag ne lage?sahi ja rahe ho beta bilkul.👏
phir gaye balcony main junna mohlla dekh ne.mohan that time
become tourist guide of junna mohalla good.👏
mohan ki nazar padi purani item pe...but vo ladki ne ek baar
bhi notice nahi kiya yeh kya dekh raha hai.🤔.shayad mohan ko itne
paas dekh kar blank ho gai.😳.hmmm hota hai hota hai sab ke
saath😉..but beta uske shakal pe mat jaav vo andar se bohut
bada darinda hai.😆
ab baat karte hai.megha and harpic ji ki..
direct mr. harpic ke andar shaadi keeda kaise gus gaya?😲
wo bhi kis ke keh ne par? vo bewde ki biwi 😆i mean renu
ke kehne par.😲..tum sach mein doctor ho ki sab ko ullu bana rahe ho.
megha addu ko jhulla jhula raha tha wah.👏.arey tum khud bhi addu
ko side mein kar megha se bilkul colse beth jaate 😳phir jor
jor se jhulla jhulla khel te.😆thoda hamara manoranjan ho jaata.😉
arey doctor to dhobi nikla.😲..kapde shukha ne me help kar
raha hai megha ki..hmmm matlab side mein doctor ka kaam dhobi ka hai.
lage raho dono laila majnu jalna jalan game khelte raho👏