VOLUME-3-ENTWINED FATES WORKING TOGETHER??
Chapter-22-A NEW LIFE THAT HE BLESSED HER WITH,A PAWN HE CREATED??
In night'.
shanky,mihika and chandu together in a room.
Shanky-chandu tu is baat ke liye maan kaise gaya??
Chandu-mein is vivah ke liye nahin mana hun kintu ye acharya ka nirnaya hain,main kaise iska virodh karun.
Mihika-tumhe iska virodh karna chahiye,socho to raajkumari durdhara kitne dukhe honge.ho sakta hain wo tumse milne yahan aa jayen,is vivah ko rokne ke liye.
Chandu-tum dono chup karo,mein acharya ke iccha ke viruddh kuch nahin karunga,agar acharya muzhe dhananada se bhe vivah karne ko kahen na,to bhe mein karunga.
Mihika and shanky shocked,chandu-ek example(Sry don't know its hindi)de raha hun.
Shankya-waise maharaj Chandragupta,aap the kahan.
Chandu-arthat??
Mihika-arthat,ke tum kahan the,hamse ye waada karke Ke subah bachane aaonga,tum kahan chale gaye the??
Chandu-kya???mein to gandhara ke baad tumse mila he nahin.
Shanky-parihaas mat kar chandu,tu hamse mila tha aur tune vachan diya tha ke tu hamein bacha lega.
Chandu-tum dono sathiya to nahin gaye ho vishal ke yaatnaon se.mein tum dono se nahin mila.
Suddenly acharya entered.
Acharya-chandragupta mein tumse'suddenly he saw mihika's neck.
Acharya very shocked-mihika
Mihika-jee acharya
Acharya-kya tumhe ultiyan hue the??
Mihika-haan acharya,kintu aapko kaise pata.
Acharya-mihika tum swatantra ho.
Mihika shocked-acharya??ye aap kya keh rahe hain??
Acharya-kya tumne yahan kuch khaya tha??
Mihika-jee acharya,yahan ke maharaj ne hamein bahut utkrishta bhojan khilaya tha.
Acharya-us bhojan mein dawa the tumhare andar ke vish ko kaatne ke.
Everyone shocked''''
Mihika-acharya''.(she was so shocked)
Acharya-ab tumhare andar ka saara vish nikal chukka hain,tum ek aam stri ho.ab tumhe pure swatanttrata hain.however achraya was not depressed but he was happy for mihika though it meant loosening his espionage power.
Mihika-acharya,shama kar den'
Acharya-tumhe shama daan ke koi awashyakta nahin hain,accha lag raha hain ke tumhe apna ek naya jeevan mil gaya.
Mihika-us jeevan ka kya artha jisme aap jaise acharya he na hon,nahin acharya,mein dubara se zangli phal kahonge kintu aapse dur na honge.
Shanky murmmered-acharya se ya chandu se.
Chandu-kya,kuch kaha tumne??
Shanky-nahin,nahin kuch nahin.
Mihika-acharya,kripa karke muzhe apne se dur na Karen,she fell in his feet.
Acharya-mihika,utho,striyan pawn nahin chute.tum hamare saath reh sakti ho .
Mihika happy''''.
Vishal entered in their room.
Vishal-acharya'.
Chandu-tumne aisa kyun kiya??arthat ke mihika ko aise dawa,kintu kyun??
Vishal-mein kise stri ka jeewan nasht hote nahin dekh sakta.
Mihika-mera jeevan acharya ko samarpit hain,agar wo muzhe vishkanya ke rup mein dekhna chahte the to mein use mein prasanna the.(she was angry)
Vishal-tumhe kya lagta hain ke ek vishkanya bankar tum ek acche guptchar ban jaoge.guptchar banne ke liye buddhi ke awashyakta hain vish ke nahin.naya jeewan mila hain,prasanna hokar jeeyo,zyada chapar chapar kari na to yahe do tukde kar dunga.
Shanky angry-ek stri se kaise baat karte hain pehle jaakar gurukul mein seekh kar aye.
Vishal chuckled and he left.
Chandu-acharya ye hain kaun,bada vichitra praani hain.for the first time in history of cgm,ACHARYA LAUGHED.IT WAS A HISTORICAL MOMENT,THEY FIRST SAW ACHARYA LAUGHING,NOT SMILING.ACHARYA HAS COMPLETE CONTROL ON HIS EMOTIONS SO IT IS OBVIOUS THAT HE LAUGHED INTENTIONALLY.
Chanakya-hmm'vichitra to hain kintu'.and he smiled and left.
Shanky-kahe isne acharya ke bhojan mein to kuch nahin mila diya??
Chandu-lag to aisa he raha hain.
Dhanu went to see dhuru''..
Durdhara was lying on the bed.
Dhanu felt so awful seeing his baby girl lying like this.
Dhanu in crying voice-amatya..
Amatya-jee maharaja.
Dhanu-aaj hum pure ratri durdhara ke saath he rahenge.
Amatya felt bad-jee maharaja,suddenly bhaggu entered.
Bhagurayan-maharaja,raajkumari chitra ka pata chal gaya hain.
Dhanu-kyaa???kahan hain hamari chitra???
Bhaguraya-PANCHALA MEIN'
Dhanu and amatya shocked-panchala???amatya started thinking something.
Dhanu-kintu wo panchala mein kya kar rahe hain??
Bhaguraya-iska to muzhe bhe nahin pata hain maharaja.
Dhanu-theek hain tum jao.
Amatya-nahin ruko...maharaja kitne vichitra baat hain,Chandragupta bhe panchala mein,malayketu aur parvateshwar bhe panchala mein aur ab raajkumari chitra,kuch to rahasya hain iske peeche.
Dhanu-yahe rahsya hain ke us vishal ne hamari chitra ko agwa kiya hain,dha dha tigra dha tigra dhe,chodenge nahin use,kuchal kar rakh denge.jaaaooo'amatya AUR GANDHARA AUR PANCHALA SE AUPCHAARIK YUDH KE GOSHNA KAR DO.
EVERYONE SO SO SHOCKED.
Bhaggu-maharaj aupchaarik yudh.
Amatya-kintu maharaja'
Dhanu-hamein kuch nahin sunna,bhadrashaal ko bhe us Chandragupta ne he agwa kara hoga aur ab hamari chitra,nahin chodenge hum use,nahin chodenge,hum apne jeet ka utsav us vishal aur Chandragupta ke rakt se naha kar karenge.jaaaooo'
They both left in shock'
Chanakya reading akshay's msg..
Acharya maine yahan vidroh ke stithi utpanna kar de hain,bahut jald assaka mein vidroh utpnana ho jayega aur dhananda ke vansha ke sarvanaash ke shuruaat.
Chanakya smiled reading the msg.
Chanakya-ab bas Chandragupta ko amatya ke sarp se bacha lun,RAASHI AUR DURDHARA,DO SURAKSHA KAVACH CHANDRAGUPTA KE.
RAASHI AND VISHAL WERE PLAYING CHESS.
Rashi-ah ye hamne chali apne chaal.
Vishal chuckled and he made his move.
Rashi-ah tum hamesh hamein har dete ho,aakhir aisa kaise??
Vishal again chuckled-rashi tum mere liye kya kar sakti ho??
Rashi-hum'hum pahad ke choti se kud sakte hain.she smiled.
Vishal-vivah kar sakti ho??
Rashi so happy,the words she wanted to hear since her childhood finally came to her ears but then vishal said-kise aur se.
Rashi got shocked''''''''''''''''''''''..
Edited by lucykaede - 13 years ago