meheenay ki pehli tareekh kay saath jiss ki mohabbat barhti hai uss ko bewe kehtay hai
tv aur bewe main sirf yeh farak hai kay tv ap ki marzi say chalta hai jabkay app tv ki marzi say
shadi kay 2 saal tak app ko bewe achi lagti hai 2 saal bad bhi bohat achi lagti hai mager doosroon ki bewe
love marriage kernay ka nuksaan bhi hai kay ap ki mehboba ap ki mehboba nahin rehti balkay app ki bewe ban jati hai
shadi say pehlay ap apni bewe say chand sitaray toor ker lanay ka wada kertay hai jabkay shadi kay bad pehli salgira per dimond ka neckless aur doosri salgira per artifitial set per tarkha daitay hai teesri salgira per baat thaper marnay aur khanay per a jati hai
sooraj aur bewe main aik baat mushtariq hai kay dono ki taraf ankh utha ker nahi dekha ja ta
shadi aik aisa bandhan hai jiss main 2 shareef shehriyoon ko larnay ka moqa milta hai
2 bewaqoof milker aqalmand nahin balkay husband and wife bantay hai
😆