...
PART 1
M:Uv kya main andar asakti ho?
Uv:ofcourse princess.
M:mujhe tumse kuch chahiye Uv.
Uv:princess tumhe kya chahiye?Humara sab kuch to tum le hi gayi.
M:(confused)matlab?
Uv:matlab humara sookh.humara chain sab kuch tumhara hi to hai.
aur vo Manayata ke kareeb jata hai.aur phir Manayata wall aur Uv ki bich mein
M:Uv
Uv:princess
M:mujhe
Uv:tumhe
M:is papers par tumhara sign chahiye.
Uv:thik hai.lekin hume kya milega.
M:jo tum chahoge.
Uv:ok to hume do hum sign karlete hai.
M:yeh lo.
Uv papers parne hi jata hai ki Manayata bolti hai
M:Uv tumhe mujhpe varosa nahi hai.thik hai paro.
Uv:uffo princess tum bhi na.humme apne app se bhi jada tumpe varosa hai.yeh karliya ab khush.
M:bohout khush.
Uv:toh humata gift.
M:toh meri fiance ko kya chahiye?
Uv:kiss..
M:kiss...kya?
Uv:keun tum humme itna bhi nahi desakti.
M:lekin Uv.
Uv:humme pata tha.
aur vo gussa hone ki acting karta hai.vo vahase janahi vala hai ki M usse apne our kinch leti hai.
Uv:princess tum yeh kya kar rahiho?
M:keun tumne hi to kaha tha na.
Uv:lekin princess
M:ab jab mera romantic fiance yuvraaj Uv sing jisse sirf romance k alava kuch aur nahi ata vo itna unromantic ho jaye toh mujhe toh romantic hona hi parega.keun daar lagraha hai?
Uv:daar aur humhe kabhi nahi.
M:lekin tumhe dar lage yah na lag mujhe pata nahi keun aj tumpar bohout pyar arah hai.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
PRECAP:V:M bhai yeh jo bhi ho raha hai sahi nahi hirah hai.tum ek aur baar isk bar mein saocho.
M:nahi Vjay bhai maine soh liya hai.
V:aur Uv k bare mein kya tumne usk bare mein socha.kya vo tumhe bhool payega.
M:haan Vjay bhai vo bhool jayega agar jarrorat pare toh vo bhol jayega aur apni life mein agei barega.
V:aur tum.
M:Vjay bhai main kuch nahi.
V:oh to tum yeh faisla krahichoki ho.
M:haan Vjaybhai.
V:toh hum tumhe nahi rokenge.lekin iss faisle se koi khush nahi rahega.aur jaha tak hum jante hai Uv kA pyar sacha hai.vo tumhe kabhi nahi bhulayga aur nahi apni life mein agei barega.vo tout jayega agar tumne aisa kia toh.yeh galat ho raha hai Manayata bohout galat ho rahah hai.
...
so guys this is the end of my first part.hope u like it.n if u toh pliz..pliz..pliz hit the like button n do comment.guys yeh mera pehla ss hai agar apko pasant aya toh mein cont karoongi.