Posted:
guyz yeh akaash naam ke toofan ke aane ki shanti hai ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜
kyunki manyata to ab yuvrani ban gayi ab iss show ki story badhane ke liye ha toh M ko UV ke akaash murder ke vaare me pata chal jayega [matlab rona dhona akaash jaap etc...] ya phir akaash vapas aa jayega ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ jo hum sab ke liye buri khabar ho gi
hope for manveer scenes