sadiyon ka intezaar
hui poori tumhe paakar
tumhari uss maasoom si hasi
ko dekne hua mai bekaraar
jaantha..uss komal hriday
mein bastha sirff main hi tha
tumhe paane ki shakti nahi thi mujh mein
kyunki jannta ta ki ye haath tho bichad jaayega
jaantha tha ki adhura reh jayegi yeh kahaani...
jise likha kisi ne nahin...
ab chali gayi ho tum
apne shiv ko chod kar
tumhare yaadein tho hain, par tum nahi
tumhara pyaar chootha hai abhi bhi
par milthe nahin haath
chaahe tum ho jithna bhi dhoor..
mere mann par likha sirf ek naam - SATI .
ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜...GOD! I WANNA CRY!!! VERY BADLY...INFACT WHILE WRITING THIS POEM...ALL SATI-SHIV MOMENTS JUST FLASHED ONE-BY-ONE IN MY MIND!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
ðŸ˜ðŸ˜