maine abhi kuch din pehle ek ladke INZI SHEIKH ke baare me post kiya tha...jo apne aap ko shaheer ka bhai bata raha hai...
maine twitter pe us ladke ki pic ke saath shaheer se poocha ki wo kisi INZI SHEIKH ko jaanta hai to shaheer ne mana kar diya...aur aaj jab maine usse INZI se kaha ki tumne jhoot kyu bola ki tum shaheer ke bhai jabki shaheer ne men kar diya ki tumhara naam tak nahi jaanta...
to INZI ne kaha ki bhai mujhse naraaz hai ki maine unke aur somya ke affair ke baare me sab ko bata diya isliye unhone mana kar diya ki wo mujhe nahi jaante...aur usne kaha ki bhai aur somya ka affair real me chal raha hai...to maine kaha ki tumhare paas koi proof hai to usne kaha ki tumhe manna hai to mano warna jo sach hai wo sach hi rahega...aur maine kaha ki abhi tak aisi koi offifcial news to aayi hi nahi hai...to usne kaha ki aayegi bahut jadi aayegi...
so guys m in a very confusing or i shud i say in state of doubt to beleive that man or not...
wat do u think...????????