Created

Last reply

Replies

76

Views

18.3k

Users

19

Frequent Posters

galois311 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#71
[Quote=gaggo]
I just remembered three more nice sawan/rain songs

1 kahan se aye badra ghulta jaye kajra from Chasme baddur

2.Ghar aja ghir aye badra sanwariya from Chote Nawab
Pancham da's first film as music director

3It is a real oldie..
lapak jhapak tu aa ri badariya from Boot Polish
My Ma told me that whenever this song was played on radio ceylon it would rain and rain


I love the song Lapak Jhapak. It is one of my fav Manna Dey songs. Always makes me smile-don't know about it raining when I play it though 😛 .
SolidSnake thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#72
Yeh Rain Kya Hoti Hai? - Ek Dilliwala.
Yaashi thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 19 years ago
#73
It's a wonderful 😳 😛 topic Thanks 👏
ajooni thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#74
i may be repeating some songs...i keep forgetting the list 😊

"tum bin sajan barse nayan jab jab badal barse
majboor tum majboor hum dil milne ko tarse.."

"barkha rani zara jam ke barso mera dilbar ja na paye jhoom kar barso.."

"yeh mausam bheega bheega hai hawa bhi jaaga jaaga hai
kyon na machlega dil mera tumko paane ka iraada hai"

"hai re hai neend nahin aye,chain nahin aaye,
dil mein tu samay aya pyar bhara mausam,diwaana,diwaana."

"ab ke na saawan barse,ab ke baras tho barsengi akhiyan ab ke na sawan barse"

"aaya sawan jhoom ke aaya sawan jhoomke
badra chaaye ke mele lag gaye hai,ke jhoole pad gaye hai"
Edited by ankita31 - 19 years ago
vinnie-thepooh thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#75
Here is one ghazal all time great reminds me of many things:

Yeh daulat bhi lelo, yeh shoharat bhi lelo
Bhale cheen lo, mujhse meri jawani
Magar mujhko lautado bachpan ka saawan
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani
Yeh daulat bhi lelo, yeh shoharat bhi lelo
Bhale cheen lo, mujhse meri jawani
Magar mujhko lautado bachpan ka saawan
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani

Muhalle ki sabse, nishaani poorani
Woh budhiya jise, bachhe kehte the nani
Woh nani ki baton mein pariyon ka dehra
Woh chehre ki jhuriyon mein sadiyon ka tera
Bhulaye nahi, bhul sakta hain koi
Woh choti si raatein, woh lambi kahani
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani

Kadi dhoop mein, apne ghar se nikalna
Woh chidiya, woh bulbul, woh titli pakadna
Woh budhiya ki shaadi pey ladna jaghadna
Woh jhulo se girna, woh girke sambhalna
Woh pital ke chaliyon ke pyaare se tohfay
Woh tooti hui, choodiyon ki nishaani
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani

Kabhi ret ke, oonche keelon pe jaanaa
Gharonde banana, banake mitaana
Woh maasoom chahat ki tasveer apni
Woh khwabon, khilono ki jaagir apni
Naa duniya kaa gum tha, naa rishton ke bandhan
Badi khoobsurat, thi woh zindagaani
Yeh daulat bhi lelo, yeh shoharat bhi lelo
Bhale cheen lo, mujhse meri jawani
Magar mujhko lautado bachpan ka sawan
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani
Woh kagaz ki kashti, woh baarish ka paani
filmi_chick99 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
#76
i love that ghazal too! woh kagaz ki kashti is so simple yet so beautiful...
vinnie-thepooh thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#77

Originally posted by: Jaadoogar

wow kaaghaz ki kishti, humlogon ne bhi bahut banayee hai. Lekin agar 2-4 drop pare to bas. usmein bhi kayee style ke bante then.

haan jaadoo ji kaash woh din wapas mil sakte😭

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".