rajbeer leaves the house and the words of NA coming in her mind
rj : yeh preeto ki galti nahin hain , aur maine usko galt maana , apni behn ke liye koi bhi karsakhta joh us ne kiye , mujhe abhi us se baat karni hai
rajbeer dials preeto number
preeto : kya me chahoon uska phone , koi zuroorat baat nahin , she though sitting on her bed , utaalehthi hoon
rajbeer : preeto mujhe abhi tum se milne hai , me tume lene ke liya aarahoon
preeto : kya baat hai , phone me bataana mujhe bohut kaam hai ,
rajbeer , phone par baat nahin ho sakthi hai
preeto : teekhe , bye
preeto wonders to herself kya baat hai
rajbeer stops his car and buys a knife
the bell rings in dhillion house ,preeto door kolthi hai , aur rajbeer hai
rajbeer : tayaar ho ?
preeto : haa chalo
they both get into the car , silence , rajbeer puts on the radio and the song comes on main hoon na chorus
kis ka hai yeh tumko intizaar main hoon na
dekhlo idar toh ek baar main hoon na
khamosh kyun ho joh bhi kehna hai kaho
dil chaahe jitna pyaar utnaa pyaar maanglo
tumko milega itna pyaar main hoon na
preeto turns to rajbeer , and thinks to herself , kitna tume dukh diya hai , and tears drops on hai face
rajbeer stops the car in a deserted place , and comes out of the car , preeto confused thinking why he bought her here
preeto : tum ne kyun mujhe ko yahan laaye ho
rajbeer : sach jaane ke liye
preeto : kaunsa sach
rajbeer : tum ache tareeqe se jaanti hon , kyun tumne inkaar kiya hai
preeto : maine tum se kaha, nahin kar sakhthi ho shaadi , ghar ki zimadaariya hai
rajbeer getting frusturated
rajbeer : khushi milti hai tume mujhe takleef dehna , preeto starts crying
preeto : nahin rajbeer aisi baat nahin , tumhari khushi ke liye me alag ho rahi hon
rajbeer : meri khusi tumhare se
preeto turns her face around ,as she is too ashamed to look at him
rajbeer : teekhe door hona chahathi hon meri zindagi se
preeto turns around and faces him , and nods unwillingly
rajbeer : toh me itna door jaaonga ke tum mujhe bulaa bhi nahin paasakhti
rajbeer takes out the knife out of his pocket , and moves his shirt up , and puts the knife on his wrist
preeto : rajbeer she screams , kya kare hon , pagal ho gaya
she tries to grab the knife but he pulls it away
rajbeer : khudkhushi karoonga , aur yeh galti tumhari hain , tume nafrat hai mujhe
preeto cries , tum kyun nahin samaj rahe , yeh majboori hai
rajbeer : kaunsi , bole warna zindagi bhari par chayegi .
preeto : starts narrating NA convo
rajbeer comes towards her , and says : hum koi aur tareeqe se baat ko solve karsakthe , me simi se baat kar loonga
preeto : nahin rajbeer , ishu di ke liye aur musibat kari ho jayegi , jaise usne kaha waise karna chahiye
rajbeer : pagal ho gayi me tumhare bina jee bhi nahin sakhtha,
preeto : koshish karni hogi
rajbeer , gets the knife again
preeto : kyun kar rahe ho
rajbeer : tumhari dil ki baat suni hai , main mar jaaonga kya hoga, tum waise alag hona chahathi ho
preeto comes running towards him , and hugs him tightly the knife falls
preeto : bohut pyaar karti hoon tumse , tume koi takleef main nahin dekhsakhthi hoon
and she sobs
rajbeer : hum kisi ke liye door nahin jaayenge , kabhi bhi nahi
they carry on hugging
rajbeer then release his arms and wipes her tears
rajbeer : saath hain aur mushkile bhi saath hal karegen
preeto : par rajbeer
rajbeer : ab kuch nahin bola
rajbeer gently kisses preeto on her cheeks , and preeto smile appears , she tries to go ,and rajbeer grabs her hand
rajbeer : izhaar kar ke ab itna nahin sataao , and points at his cheek
preeto blushes
preeto : nahin , hamari shaadi ab nahin hoi
rajbeer : teekh hai meri knife kaha hai
preeto comes back to him , yeh tum kyun baar baar aisa kareho
rajbeer leans down a bit , and she kisses him on the cheeks , he smiles , and they hug again .
rajbeer : ab chale , and holds her hand
preeto : lekin ishu di
rajbeer : kuch nahin hoga main hoon na
they both get into the car , and the song plays in the background
jab se mile ho tum toh aisa laga hain ke tum bin naa hum jee sakenge
aisaas dil ko hone laga haI ke tum bin hum nahin jee sakenge
yeh dooriya lagthi satam , aagosh me barloon sanam
jab se mile ho tum toh aisa laga hain ke tum bin naa hum jee sakenge
yeh lamhe yahin pe tehr jaane do
hume toot ke tum bikar jaane do
jawan dharkano me utar jaanedo
khado se bhi aage guzar jaane do
tanhaaayiooon ka ,kehna yahin hai ke
tum bin na hum jee sakenge
rajbeer and preeto look at each other ,and they have an eye lock ]
rajbeer : ab tum meri chunni meeta di ke mehndi din pehna
preeto : teekh hai baba pehnloongi
rajbeer : yaqeen nahin sach me pehna ,
preeto : pehnloongi , agar yakeen nahin toh khud aana mujhe tayaar karne ke liye
rajbeer : accha toh ye baat hai aajaaonga , tume tayaar karne ke liye , aur us ke bahane ...😳
and rajbeer smirks
preeto : rajbeer bohut besharam ho , and she blushes
rajbeer: toh ,
and he comes towards her and kisses her lips passionately , preeto could not object ,and joins in
they were enjoyin kiss when the phone rings of preeto , preeto jumps and moves away , and quickly answers phone
biji : kahan ho tum
preeto : biji meeta ki shaadi ki tayaari dekhne gayi thi rajbeer ke saath
biji : kab aaogi
preeto : 10 minute ke baad
biji : teekh hai bye
preeto stares at him , and have another eye lock ,
after a minute preeto breaks the trance, and says chale
rajbeer smiles : jaana zuroori hai , itna pyaar ka kiss huwa tha , ab tum se dhoor bhi nahin ho sakhtha , tum ne mera andar ka puraa system halaa diya 😳
preeto blushes , and puts her head on his shoulder ,
preeto : chale warna dehr ho jayegi
rajbeer : teekh hai , and he starts the car , throughout the journey of reaching home , preeto rests his shoulder ,
and when they reach home , preeto kisses rajbeer both cheeks , thank you
😉
😳
the END , i hope pasand aayi pehli entry hai agli shaadi ki suhaag raat hogi ,
please comment