🏏Th.2 ~ ICC Men's T20 World Cup 2026: Final IND vs NZ🏏
JILLAT KI LADDU 9.3
Dhakke Maarke Nikaalna Part 2
Anupamaa 08 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Kareena defends Deepika’s 8 hour work hours request
Aryan and his girlfriend
Originally posted by: magical_mania
OMG whats physical intimate? 😳
Kyun raaton ko main ab,Chain se so na sakoon
Kyun aata nahi mujhe, Din mein bhi chain-o-sukoon
Kyun aisa hota hai main, Khud se hi baatein karoon
Kyun tu joh bole, Koi sune na woh main hi sunu
Dil yeh bekarar kyun hai, D3pe dhun sawaar kyun hai
Kyu hai ye khumaar kyun hai, universeji bataa..
Mon-Thur 7pm ka intezar kyun hai,Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyu hai yeh khumaar kyun hai, univereji bataa..
Kyun Rey-Kriya dekhe bina, Aata nahi dil ko sabar
Kyun tere chehre se, Hatt ti nahi yeh nazar
Kyun tujhe paake, Mmujhe rehta hai khone ka darr
Kyun Rey-Kriya's acting siwaa saari Bolly-Telewood actor-actress se,Hoon mein bekhabar
Kyun Rey-kriya ke romantic jalwo ka, Chale hawaa
Kyun maangta hai dil, D3team ke liye roz duaa
Kyun ho raha jo woh, Mujhe pehle naa hua
Dil yeh bekarar kyun hai, D3pe dhun sawaar kyun hai
Kyu hai ye khumaar kyun hai, universeji bataa..