Radhika after spending some good time with her family, they all went off hoping her to rest. Asmitha stayed up on the request of Radhika. Radhika opened the laptop which she got on her request and logged on into her FB ID.
Radhika's eyes were searching for one person. Luckily she was online, Radhika immediately opened the chat window and wished her.
Radhika:"Hello, cute princess."
Cute princess:"Hey Radhs,
Whats up with u yaar, why aren't u available from last one week"
Radhika:That was a long story to go
Cuteprincess:What did u get any proposal from ur Dev
Radhika:Hahahahha
Cuteprincess:what hahahah, say yaar
Radhika:Nothing like that dear, it was just like I found my family
Cuteprincess:Ur family?????? U already had one na
Radhika:Yeah that's my family, but these people are saying its my family
Cuteprincess:Are u okay. What that family, this family
Radhika:erm I found my real father, he said I had a brother, and a sister too who dies recently
Cuteprincess:Ohh so party time... When will u give a treat to me
Radhika:Hmmm
Cuteprincess:what yaar when will u give me that treat
Radhika:First let me adjust here
Cuteprincess:What yaar, why y can't adjust there.
Radhika:every thing is new to me, these servants this queen ness, every thing. I am finding my self strange
Cuteprincess:U were new to there but ur families love on u will definitely change u
Radhika:Hope so
Cuteprincess:hmmm
Radhika:okay bye baby
Cute princess:U came now only na
Radhika:yeah but i came just to share it wiht u , I am leaving
Cuteprincess:Okay bye
Radhika off line.
Geet closed her laptop in her room. Maan who was doing on with some files asked geet what happened.
Geet:"maan , Radhika was not convinced with us."
Maan:Kya hua, why are u saying like that
Geet: Nahi Maan , she was finding her self strange here.
Maan:Yaani vusko hum pasand nahi aaya
Geet:NO she like us , but she was finding all this enjoyments life less
Maan smiling "she was new here, we are new to her. She never knows us and she had her world for 23 yers,now from some where we came and says that we are her blood relatives and she belongs to us. How can she digest? huh.
Let her take her time"
Geet accepted and silently sat there looking at radh's pic in her lap top.
Maan:Geet, ab ye kya hua tumhe \
Get:Kya main iss raat ke liye Radh se so sakti hun
Maan:Kyun
Geet:Kuch nahi maan,thinking in her mind 'u never now maan, she a=came out in which circumstances. she was married maan'
Maan:ab kya hua, tu radhika ke saath rehna chahti hain, vutna hi na, vus se pooch do aur agar vusne haan kiya, wahi karo.
Geet standign up "sachi, thank u maan love uuu"
Maan:Lekin vo tumko kal meeting hain yaad hain na, preparation ho gaya
Geet:Kal hi kyun
Maaan:Tum ek haftah se office nahi aaya tha, vo jo tender hain vusko kal hi submit karna hain yaad hain na, is liye
Geet:ummm Okay main aavungi kal offic ko.
Maan:Ok go.
Radhika was in her room standing at the door,
Asmi came there changing into night dress. seeing Radhika standing there gloomily, asmi came near Radhika and kept a hand on her shoulder asking "kya hua Radhika"
Radhika not turning back said to Asmi:"ye soch rahi ki mera parivaar kaisi huyi hogi"
Asmi:Radhika ek baat poocho
Radhika:hmmm
Asmi:Tum iss parivaar ko apna parivaar nahi maana na
Radhika giving a smile "tum mere baarein mein sab kuch jaanti hun, jo shayad mrinalini didi bhi nahi jaanti phir bhi tum mujhse ye sawal pooch rahi ho. Jo sawaal tum ne poocha vusmein hi jawab bhi hain"
Asmi:Maaloom hain, lekin tere hi muh se sun na chahti hun
Radhika:Main ek wajah se mein hi mere dunia, jis mein mein 23 saal se judi ho, vusko chod kar aaya tha. Lekin yaha ek aur nayi duniyaan mujhe apna rahe hain, jisko main kabhi dekha bh nahi.Ab mein kis duniya ko apnavo. Ye furniture, ye gehna, ye dresses ye sab mujhe naye lag rahe hain. Main kabhi ek maharaani banana nahi chahi thi, lekin ek achi si parivaar ka hhissa banana chahi thi
asmi:ye bhi ek acha parivaar hain Radhika, Ye parivaar bhi wahi parivaar ke tarah hain, lekin tumhe yaha sab naya lag raha hain, aur yaha thoda sa comforts jyaada hain. Lekin Radhika tum inlogon se mrng, achi tarah baat kiya na
Radhika:Mujhe aisa lag raha ki main iss parivaar se judi ho. nahut gehna sambandh hain, shayad in logon mera blood relatives hain na
Asmi:Radhika tum ek haftah iss parivaar mein raho, agar tabhi tumhe aisa hir aha toh, tab mujhe bolo mein tumhe yeha se door le javungi.
Radhika nodded her head and Geet who was standing there out sode the door, wiping off her tears came in saying "chalo chalo chalo main aagaya"
Radhika looked at her and asmi smiling said "Kya hua Bhabhi kyun yaha aagaya"
Geet:"is liye kyun ki mein tere brains kahna chahti hun"
Asmi:Ohh toh kya hum apna brains bahar nikhal ke aapko de do.
Geet:haan tum apna brain nikhal ke de do khavungi.
Radhika smiled and Geet and Asmi sighing said "Huh finally u did laugh"
Radhika smiling said "Kya hua geet ji, mujhse kuch kaam hain aapko"
Geet:Haan maine bola na , tere brains khane ke liye aaya.
Radhika :"Ohhh acha, toh kya main bhi tere brain kha sakthi hun"
Geet surprising said "wow Radhika tum iti achi tarah bhi comments maar sakt ho. I thought u was more of reserved type"
Asmi:Aisa kuch nahi Bhabhi, ye toh bahut open hain
Geet:ohhh, Lekin radhu, tum mujhe bhabhi bolo, ye ji, geet ji aisa mat bolo.
Radhika nodded and after Geet said :"kya main Raat ke liye aapse reh sakti hun"
Asmi looked at Radhika and Radhika said"Aisi kya baat hain bhabhi, ye bhi kuch poochne wali baat hain kya."
Geet:Aisa nahi Radhika, man to kar raha ki aap donom se time spend karo, lekin yehi soch raha ki kya tum kuh personnel baat karoge asmitha ke saath
Radhika:Aisa kuch nahi Bhabhi, itni personal baat kuch bhi nahi
Asmi:Okay aap doom yaha sovo, main vo doosri room mein javungi
Geet:Kyun yaha nahi so sakti hain kya, it will be comfortable even if three people sleep.
Asmi:Nahi bhabhi, tum he hi takleef hogi
Radhika looked at Geet and she said "Ye kab se start hua, tum toh jaantein hain na main shaadi ke pehle kaise rehne waali hun. Mein kuch maharaani nahi bangayi."
Asmi smiled and they both sat on bed. Radhika asked Asmi "Arshad kaise hain Asmi"
Asmi :"Radhuuu"
Geet:"ye Arshad kaun hain"
Radhiak understood and said 'Vo humari friend hain college mein aur family friend bhi hain mujhe, bhaiyya bolti hun vusko, is liye poocha tha"
Geet:ohhh
Radhika:Haan Asmi bolo sab kaise hain
Asmi:Sab tumhe lekhar pareshaan hain, they are not knowing where u are and ghar mein toh poocho mat. sab log toh apni kaam bhi chodkar tumhaare liye search kar rahe hain. Aur Dev vusko poochna hi mat, vo toh shayad lhana peena bhi bhulgaya hain
Geet:Ye Dev koun hain Radhika
Radhika looked at Geet and unable to say answer looked down.
Geet and Asmi sighed to each other and were looking at Radhika.
Radhika in mind 'Kanha mein kya bolo, mein vuski patni hun lekin vo kaise boo. Mein era mangal sutra bhi hide karne ke liye bahut kosish ker rahi hun. Ab mein kya bolo Kanha'
Asmi:Bhabhi vo ek baar shayad uncle ne aapko bola hogi, Radhika ki best friends
Geet:Haan haan vo hain kya DEv
Radhika:Haan bhabhi vahi hain.
Radhika:Asmi Abhi kaise ho. vo shayad ab tak apni camp se waapas aaya hoga
Asmi:vusko toh pooch mat, mrinalini didi ne vus se nahi seh paakar vusko hostel mein join kiya hain.
Radhika:ye didi ne kya kiya, vusko toh khana khud khana bhi achi tarah nahi aati hain, vo aise kaise kar sakti hain.
Asmi:Mrinalini didi toh poori tarah pagal ho gayi hain
Radhika:Asmi mera phone kaha hain
Asmi:Kya phone karogi
Radhika:haan lekin ab nahi kal subah.
Asmi taking radh bag :ye lo tera bag, aur ismein tere kanha ki moorthi bhi hain
Radhika:Bhabhi
Geet:haan
Radhika:Kya mein iss moorthi ko mandir mein rakh sakti hun
Geet:Iss ghar mein pooja mandir nahi ho Radhika
Radhika:aise kaise ho sakte hain, kis ghar mein nahi hogi.kya aap log nastik hain
Geet:Aisa kuch nahi, mere aane se pehle sirf Maan , dad aur Imarti rehne waale hain. Imarti toh bahut bubly hain vusko ye pooja karna hai aati, aur dad aur maan vun donom ko apne business hi sab kuch ahin.Mein aane ke baad soch tha lekin imarti mar gayi, vuske baad shayad kisi ki man mein ye soch nahi aaya tha.Aur main toh vuske baad office ki kaam mein busy hogayi ki in sab ke baarein mein sochne ka waqt bhi nahi mil raha tha, s liye har din morning hum sab mandir jaavoge
Radhika:Kya mein Mandir banwao. I mean mujhe pooja karn ahain har din subah
Geet:Ye bhi kuch poochne wali baat hain kya, ye tera hi ghar hain.
Radhika smiled and was really amused by the affetion shown by her in the very one day. she started to like her and that family too.