Do you know, why God created gaps between fingers?
So that someone who is special to you,
comes and fills those gaps by holding your hands forever.
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 21 Aug 2025 EDT
DASHI FUTTT 21.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 22 Aug 2025 EDT
THAKELA LOVE 22.8
Book talk reading challenge September 2025 ~ Sign up open!
Chal jhooti; Shaadi ka Har nhi Fansi ka zehrila Fanda (pics only)
Media in India: Democracy’s Watchdog or Power’s Megaphone?
August disaster. Will Param Sundari save BW this month?
Mann main koi aur, shaadi se kisi aur
Anupamaa 21 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Vivek Agnihotri - Nobody Should Name Their Child Taimur
Vivek Agnihotri Calls Maharashtrian food 'gareebon ka khana'
Proud Parents SRK-Gauri Watch Aryan 🥰
Danger - Param Sundari | Sidharth M, Janhvi K | SONG OUT
27 years of Dil Se
Do you know, why God created gaps between fingers?
So that someone who is special to you,
comes and fills those gaps by holding your hands forever.
part 8
Sunrise offered a very beautiful spectacle; the water was quite unruffled, but the motion communicated by the tides was so great that, although there was not a breath of air stirring, the sea heaved slowly with a grand and majestic moti saying it was morning
He opened his eyes and saw her sleeping peacefully placing head over him he felt like his long wait has atlast completed his angel is with him now and forever
You rose into my life like a promised sunrise, brightening my days with the light in your eyes. I've never been so strong. Now I'm where I belong.
a smile appeared on his face he softly kissed her cheek witthout disturrbing her seep and waitedfor her to wake up. Time was moving he need to go to college it was getting late
he shrieked in her ears. She got up shouting
he sat beside her laughing hard
M-kaise lagi morning mujhe toh bahut sundar lag raha hain
She gives a killing look he runs to washroom to save his life
N-stupid idiot monkey sadu aise koi utata hain kya tujhe toh main baahar aane ke baad dekh loongi
He opens door slightly and peeps his face out
M-try karna all the best
She throws a pillow he locks the door
She later gets fresh and goes down
Shilpa sanjay and dadi were watching thier doll as their bahu she was still same old doll but difference is she is sharmas bahu . She was looking like a small nupur wearing a red saree and mangalsutra for there eyes there eyes fill seeing her atlast there dream came true shilpa goes near her and kisses her forehead
Shilpa-kitni pyari lag rahi hain meri gudiya bilkul rajkumari ki tarah
She was silent
Shilpa-kya hua udaas kyun hain
N-pata nahin khud ko kya samajta hain sadu kahin ka ek toh raat bar sone nahin diya apne stupid harqato se upar se subah subah oh God soch ke hi darr lag raha hainroz mera kya hoga monkey kahika main toh ise sabak sikhake rahoongi
Shilpa-phir tujhe tang kiya
N-tang nahin torture kiya (she was saying her stories how he irritated her for waking her upin night in morning)
They were smiling seeing her complaining like small child she was still child for them
N-aap has kyun rahe hain
Shilpa-kuch nahin mayu kahaan hain
N-gaya hoga maa ke paas mera buraai karne
Shilpa-acha yeh sab chod aur nashta baad main uski complaint karna
She makes her sit and feeds her like a mother for them everything was same but still different
In bhushan house mayank was standing at door
M-kya main andar aa sakta hun
Shobha-tu kabse andar aane ke liye permission pooch raha hain
M-poochna padta hain aapne hi toh andar aane ke liye mana kiya
Shobha-tu abhi bhi mujhse naaraaz hain acha teek hain sorry phir kabhi tujh par gussa nahin karoongi
M-aapko sorry suit nahin karta (he hugs her from back)meri mom world ki best mom hain
Shobha-kya baat hain subah subah mujhe itna chada raha hain kuch kaam hain kya
M-aise hi bahut din baad aapse baat kar raha hunna isliye aapko pata hain maine aapko kitna miss kiya kabhi kabhi rona aata tha sab kuch nuppur ki bachi ki wajah se
Shobha-tu bhi toh uske side main tha
M-agar side nahin leta toh jaan se maar dalti
Shobha-tu waise subah subah yeha kya kar raha hain
M-yeh kaisa question hain ofcourse breakfast karne aaya hun mujhe college keliye late ho raha hain
Shobha-par tu yehaan kaise
M-mom shaadhi hone ka yeh matlab nahin ki main khud ko badlu mujhe aaj bhi mere mom Ka nashta hi sabse jyada pasand hain
Shobha-mera bacha
She kisses his forehead he hugs her
Shashi-kitne din baad sab normal lag raha hain
m-dad sab normal hain aur aisa hi rahega
some relations are beautiful when they remain same dont change. Whatever may happen with mayurbut they are still the same old kids for there parents and there relation will stay like that forever becoz noone wants it to change
during whole breakfast mayur were busy complaining about each other to their parents
after sometime they go to college nupur changes her saree andwearsdress as they were having exams next week
all were looking at them like antiqu peices mayur look at each other in confusion
N-tumlogone humein pehli baar dekha hain kya ya phir hum koi musem se aaye kya tuum log humein aise gur rahe hoo
B-tum dono ke liye museum hi right place hain
Mayank places hand on benjis shoulder
D-yaar itna sab kuch chal raha tha tum dono ke beech kabhi humein kuch bhi nahin bataya
M-ismein batane waali kya baat hain hum hamesha saath main the ab bhi waise hi hain
C-par yaar itna ladte the humein shak bhi nahin hua
N-agar saath rehte hain toh iska yeh matlab nahin kki hum kabhi na lade
B-yaar yeh concept kya hain kehte ho hum lovers ahin hain soulmates hain
M-ise samajna tumhare bas ki baat nahin hain
A-right yaar tum dono ko samajnakisiki bas ki baat nahin hain
they chat for sometime during the whole time mayur were busy fighting pulling each others leg they were the same mayur whom the were seeing since so many days mayur were not at all behaving as a newly wed couple
as there classes were over in afternoon they leave home early
N-champa mom kahaan hain
Champa-didi aunty aur dadi baahar gayi kuch der main aati hogi
she leaves after completing work
M-nupur tumne mere room ka kya haal banaya
N-woh sirf tumhara nahin mera bhi hain
M-oh really aake apna room kaoclean karo
N-clean or main no way
M-tums clean kaise karwaana mujhe ache se pata hain
He runs behind her she tries to escape atlast he catches her he holds her wrist from back
She starts shouting
M-chillana band karo
N-pehle mujhe chodo
M-nahin pehle room clean karo uske baad chodunga
N-agar tum mere haat pakdoge toh clean kaise karoongi
M-tik hain
He leaves her
N-tum sadu ke saath budhu bhi ho apna room khud clean karo
M-tumhein toh main nupur please meri help karo mujhe exams ke liye padna hain so please baad main tang karna philhaal ke liye is nacheez par reham kao
N-tum itna request kar rahe ho toh teek hain help karoongi tum bhi kya yaad rakhoge
M-kitna naatak karti hain oh God
They patiently clean there room
n-ab sab teek hain main neeche jaa rahi hun
he hugs her leaving her shocked she realises and hugs him back both have a pretty smile on their face
to break their privacy they hear cars horn
in few seconds
Shilpa-tu aaj jaldi aagayi
N-college main classes jaldi khatam ho gaye hain
Shilpa-mayu kahaan hain
N-exams ke liye pad raha hain
Shilpa-tujhe bhi toh exams hain na TV dekhna bandkar ar upar jaake padai kar
N-mom aap bhi mera mann nahin hain
Shilpa-par exams hain na beta bas kuch dino ki baat hain meri baat nahin sunengi
N-acha teek hain jaa rahi hun
She goes up and both sit in front of each other and study during whole time they were playing with legs
In the evening shoba calls nupur
N-aapne mujhe bulaya
Shobha-haan tujhe warning dene tu abhi bachi nahin ahin ter shaadhi ho gayi hain
N-oh really mujhe nahin pata tha
Shobha-yehi kehne bulaayi thi
She takes class of sanskaari bahu
N-aap yeh sab sua ke mujhe paka kyun rahi hain
Shobha-main tujhe suna nahin warning de rahi hun agar tu mere saare baatein follow nahin karegi toh teri kair nahin
N-par maa
Shobha-par var kuch nahin jo kahaan woh kar
N-teek hain agar aap itne pyar se dumki dogi toh follow toh karna padega na
Shobha-yeh teek hain
She was helping Shilpa in cooking actually nupur knows cooking but she never makes . Shilpa wa serving nupur takes it from her hand andkeeps it on table shilpa and dadi were shocked with sudden change
Shilpa-teri tabiyet toh teek hain
N-haan mujhe kya hua
Shilpa-kuch nahin
Mayank breaks nupurss favourite wall frame
M-aaj toh tujhe yeh zaroor maar daalegi
Later she goes to her room
Shilpa-mjhe lagta hain meri bachi ko kisiki naar lag gayi isiliye itna ajeeb bartav kar rahi hain mujhe bahut darr lag raha hainmaa
Dadi-tu chinta kyun karti hain hum kal use doctor ke paas lejayenge
In her room
N-yeh lijiye aapka dudh
M-dudh aur mere liye liye tum lekar aayi phir se kuch nayi shararat toh nahin kya milayaa ismain
N-meri itni himmat ki main aapse shararat karoon ismain kuch nahin hain
M-oh really pee ke dikhao
She drinks leaving him confused
She sees her wallframe broken she picks it up
N-yeh kaise tut gayi
M-sorry woh maine jaanbuz kar nahin kiya unexpectingly ho gaya
N-aap itna kyun darr rahe hain anjaane main gir gayi hogi main dusra laadungi aap so jaiye raat bahut ho gayi kaho toh pair dabao
M-pair ya gala sach sach batao irada kya hain
N-mera irada ne hain aapki seva
He catches her forehead
M-tabiyet toh teek hain phir(he shrieks) maa
Shilpa-and sanjay run to their room
Shilpa-kya hua chilla kyun raha hain
M-aapki beti se poochiye ya toh yeh paagal ho gayi ya phir mujhe paagal banane ki planning kar rahi hain
Shilpa-nupur kya hua tujhe kabse dekh rahi hun ajeeb bartav kar rahi hain teri tabiyet toh teek hain
She says that shoba warned her to behave like a adharsh bahu
Mayank immediately calls her
Shobha-ka hua beta itni raat ko bulaaya
M-mom agar aap mujhse naaraz hain toh mujh par gussa kijiye par is tarah mujhe tang mat kijiye
Shobha-maine aisa kya kiya
M-aapne isse kya kahaan
Shobha requests nupur to behave normal becoz of mayu tabjaake nupur normal hoti hain
N-thank god kitni der se irritate ho gayi hun yh stupid acting karte hue aise laga jaise main koi tragedy queen hun
Shobha-maine tujhe normally behave karne ke liye kahaan overaction karne ke liye nahin
Nnormal tha isiliye itna tha agar over action karti toh mayank confirmed mental hospital jaata tha uska chehra dekhne laayak tha
M-tum meri mazak uda rahi ho
N-main aapki mazak kaise uda sakti hun
m-please meri maa normaly baat karo tumhara yeh difficult language mujhe paagal kardega
n-teek hain kal subah tak tumne mujhe meri frame laakar nahin diya ma toh tum ghar main nahin rahoge
M-abhi toh kahaan normal frame hain
N-tab main acting kar rahi thi ab serious hun mujhe kal subah tak meri rame chahiye warna tumhari kair nahin
Both were arguing all leave them alone becoz they were not in a mood to listen
To make her silent he kisses her lips
here is my next part
hope you like it 😉
part9that was so awsome update...
Hello everyone! I will be posting my 5 one-shots over here which I sent in for the Pyaar Ka Trope-fest contest. They are all standalones and...
15