CHAPTER 15
Paanch minute tak dono baathe kiye bina chalte rehate hai,
Suddenly gulaal shouts so loudly,
Kesar darte hue Gulaal ke pass jaakar puchta hai ki kya hua gulaal? isa kyo kaamp rahe ho.
Gulaal kaampte hue Kesar ki right hand ko squeez karte hue neeche swar me bolti hai ki "BHOOT",
Kya kaha "Bhoot", are you serious ? Achha mazak hai Gulaal, says that and he laughs.
My mazak nahi kar rahi hu, meri halat to dekho mazak mood me hu kya gulaal apna swetting face dikhati hai Kesar ko.
Mazak nahi to aur kya?Gulaal , vo bhi aaj ke zamane me, Gulaal tujhe
"HALLOWEEN" ka bukhar chad gaya kya?,tu teek tarah se dekha kya,agar tu keha rahi hai to maan lete hai, phir bhi, tujhe koi aur nahi mila kya? mazak karne keliye, ye kehakar zor zor se hasne lagta hai.
I am pretty serious tu bhi dekh lo vaha aasman par ja rahi hai white color ki bhoot ye keha kar Gulaal Kesar ki head ko apni haath se bhoot ki taraf turn karti hai
Kesar us taraf dekhne par use ki chere par hasi gayab ho jaati hai dono ise hi dekhne lag jate hai, dono ek saath dekhte hai ki ek chota sa body me sirf do bade bade laal aankhe ek white kapade ke andar se dikhayi de rahe hai, vo slowly aasman me jaa rahi thi, us laal aankhe ke siva kuch bhi nahi dikhayi nahi de rahi hai, maano sach me isa lagta hai ki Bhoot hi hai. Us
sunsaan jagah me un dono ke alava koi dikhayi nahi diya ye dekh ke Gulaal kaamp ne lagti hai.
Kesar says tu sach keha rahi hai Gulaal, my ne socha ki tu mazak kar rahi ho, lekin mujhe na ek doubt hai ki ye itni dheere dheere kyo?chal rahi hai,
Mujhe kya?pata Gulaal says that
My ne suna hai ki u.s.a me "GHOST HUNTERS" Ka programm aati hai unhe bhulaye kya yaha pe ye keha ke muskurata hai.
Ye mazak ka samay nahi hai, kuch karo yaha chupne ke liye jagah bhi nahi
charo aur pead hi pead hai, yahi dar ke maare meri jaan jayegi jaldi karo
"My hoo na ", don't worry, kuch nahi hoga tujhe, my kuch karoonga
Dono dheere dheere tip-toe karte hue Gulaal kesar ki haath ko pakad kar
Kesar ki peeche peeche aati hai, dono us bhoot ko follow karte hai vaha par ek badi lakadi dikhayi deti hai,
Kesar ko idea aata hai ki vo us badi lakadi ko lekar dheere dheere Gulaal ko vahi pe chodkar usko follow karke Gulaal ke paanch feet door pe us kapade ko nikalta hai aur dono dekhte to "OWL" hota hai aur us bird ne vaha se jyada teji se vaha se chali jaati hai
Gulaal ye dekh ke apni heart par haath rakh ke lambi saas leti hai.
Gulaal ko dekhkar jor se hasne lagtahai aur kehata hai ki dekh liya tera bhoot ko, tu aur tera bhoot vo bhi ek pakshi ke roop me, chamatkar ho gaya
Gulaal, tu sach me bahut hi bahadoor ho apna hassi ko nahi rok pata hai aur zor zor se hasne lagta hai.
Gulaal sharm ke maare apna sar jhukati hai and she glanced at kesar and he looks so sweet and hansome guy on the earth while he laughing she coulnt help her self she keep on looking at him.
Kesar met her glazed and he moves his eyebrows apni aankho se hi puchta hai ki Whats going on?.
Gulaal felt little shy she nodded her head ki kuch bhi nahi and she also laughs mischievously.
Kesar Gulaal ke paas aakar apna hasi rokte hue puchta hai ki mujhe ek baath samajh me nahi aayi?.
Gulaal says kounsi baath?.
Yahi ki, ek chota bhooth ki itni himmat ek badi Bhoot ke saamne
aane ki?Gulaal ki taraf ishara karthe hue kehata hai aur teeen kadam peeche leta hai.
Kya?My tujhe nahi chodungi tu ne mujhe Bhoot kaha, tu vahi pe ruk my aa rahi hu
Dono daudne lagte hai,
Kuch door jaane ke baad pair phisal kar Kesar gir jaata hai
Dekha mujhe Bhoot kehane ka parinaam she says that .
Dekhliya Gulaal kaise aaj ke jamane me hi bhoot se darti hai kehake slowly hasata hai .
Gulaal kesar ko uthane ke liye apna haath badhati hai Kesar haath aur gulaal ki taraf dekhne lagta hai,Gulaal Kya hua ? "THAAMNA" mera haath.
Kesar gulaal ko aachhray se dekhne lagta hai, Gulaal says vo..vo..mera matalab hai ki mera haath pakad le aur uttho. jaldi bhi ghar jaana hai walk pe chal ke utth.
Kesar gulaal ke haath ko pakad kar uttha hai aur dono chal ke appartment ke oppsite wale coffe house pahunchte hai. Vaha dono Copuccinio order karte hai aur shop ke baahar table par baith jaate hai aur ek dusare se baath kiye bina coffee pee rahe hote hai ,itne me Gulaal Kesar ko dekhti hai to muskurata hua nazar aata hai,
Kya ?ab bhi hassi aarahi hai kya?tujhe,
Kya karoo tu to kuch nahi bol rahi ho na isliye,
Baathe karne ke liye hum dost to nahi hai na , Aur my kisi se nahi darti hu tumhara mood teek karne keliya isa kiya my ne samjha.
Teek hai isme kya hai ye to badi baath nahi abhi Friends ban jaate hai, My hu Kesar,KesarVarma
ye kehake apna haath badhata hai shake hand ke liye,
Gulaal soch me padjati hai
My itna bura bhi nahi hu, "If u become my friend u never forget about my friendship and me".Chalo haath badhana yaar
Teek hai ,dekhte hai tu aur tere friendship ko My hu Gulaal Benarji kehake apna haath kesar ki haath se milati hai.
Ab hum dost bangaye hai to tujhse ek baath kahu,
Kesar says Kya?,
tu iske baare me kisise mat kehana teek hai.
ok, i wont say anything, ab coffe pee lo
Both r drinking cofee and enjoying the view and surroundings.
************************************************************************************
In India Morning 10:00am
Metro calling center
Harsha allways comes office at 8:00 am. ye hardworking karne valo me se ek hai aur kabhi kisi ladiki ke baare me sochne ka samay hi nahi mila use.Kabhi dekho kaam kaam karta rehata hai aur use office me "work machine" bulate hai uske peeche peeche .
Har roj ki tarah aaj bhi 8:00 am office me aaya and he takes 10am tea break
Vo tea peene ke liye bahar office entrance pahunchta hai vaha achnak unknowingly he kisi ladi ki se takarata hai aur us ladiki ki papers faile se gir jaate hai,
"sorry", bol ke vo zameen par gire hue papers ko ikatta kar ke us ladki ko dene ke liye apna haath badhata, aur ise hi us ladki ko dekhne lagta hai,
vo dono ki nazar milte hai aur ek dusere ko dekhte rehate hai,
un dono ki nazar peeche se"madam" ek aawaz aane ki vajaha se toot jaati hai, and
she says, my papers
Sorry, lijiye aap ka papers vo hi to de raha hu and he tought that what happend to me suddenly.
Koi door se bulata hai ki "REWA VARMA" and she turned her face and goes to receptionist.